Sher
main badalte hue halat men Dhal jaata huun
dekhne vaale adakar samajhte hain mujhe

Shahid Zaki
main badalte hue halat men Dhal jaata huun
मैं बदलते हुए हालात में ढल जाता हूँ
main aap apni maut ki tayyariyon men huun
मैं आप अपनी मौत की तय्यारियों में हूँ
raushni banTta huun sarhadon ke paar bhi main
रौशनी बाँटता हूँ सरहदों के पार भी मैं
yaar bhi raah ki divar samajhte hain mujhe
यार भी राह की दीवार समझते हैं मुझे
main to khud bikne ko bazar men aaya hua huun
मैं तो ख़ुद बिकने को बाज़ार में आया हुआ हूँ
bin mange mil raha ho to khvahish fuzul hai
बिन माँगे मिल रहा हो तो ख़्वाहिश फ़ुज़ूल है
main badalte hue halat men Dhal jaata huun
dekhne vaale adakar samajhte hain mujhe
main aap apni maut ki tayyariyon men huun
mere khilaf aap ki sazish fuzul hai
raushni banTta huun sarhadon ke paar bhi main
ham-vatan is liye ghaddar samajhte hain mujhe
yaar bhi raah ki divar samajhte hain mujhe
main samajhta tha mire yaar samajhte hain mujhe
main to khud bikne ko bazar men aaya hua huun
aur dukan-dar kharidar samajhte hain mujhe
bin mange mil raha ho to khvahish fuzul hai
suraj se raushni ki guzarish fuzul hai
main badalte hue haalaat mein Dhal jaataa huun
dekhne vaale adaakaar samajhte hain mujhe
bin maange mil rahaa ho to khvaahish fuzul hai
suraj se raushni ki guzaarish fuzul hai
yaar bhi raah ki divaar samajhte hain mujhe
main samajhtaa thaa mire yaar samajhte hain mujhe
abhi to pahle paron kaa bhi qarz hai mujh par
jhijak rahaa huun nae par nikaaltaa huaa main
main sar-ba-sajda sakun mein nahin safar mein huun
jabin pe daagh nahin aabla banaa huaa hai
phalon ke saath kahin ghonsle na gir jaaein
khayaal rakhtaa huun patthar uchhaaltaa huaa main