Sher
phir tujhe aur mujhe aur kahin jaana hai
ham-safar saath to chal jitni saDak baaqi hai

Shakeel Jazib
phir tujhe aur mujhe aur kahin jaana hai
फिर तुझे और मुझे और कहीं जाना है
mujh ko ata hua hai ye kaisa libas-e-zist
मुझ को अता हुआ है ये कैसा लिबास-ए-ज़ीस्त
us ki bhi miri tarah thi ik apni kahani
उस की भी मिरी तरह थी इक अपनी कहानी
kya karun ai tishnagi tera mudava bas vo lab
क्या करूँ ऐ तिश्नगी तेरा मुदावा बस वो लब
yaaro dua karo ye koi hadsa na ho
यारो दुआ करो ये कोई हादसा न हो
kya kisi ummid par phir se dar-e-dil va karun
क्या किसी उम्मीद पर फिर से दर-ए-दिल वा करूँ
phir tujhe aur mujhe aur kahin jaana hai
ham-safar saath to chal jitni saDak baaqi hai
mujh ko ata hua hai ye kaisa libas-e-zist
baDhte hain jis ke chaak barabar rafu ke saath
us ki bhi miri tarah thi ik apni kahani
us ko bhi nibhana paDa kirdar mujhe bhi
kya karun ai tishnagi tera mudava bas vo lab
jin labon ko chhu ke paani aag banta jaa.e hai
yaaro dua karo ye koi hadsa na ho
pahle yuun intizar men lazzat kabhi na thi
kya kisi ummid par phir se dar-e-dil va karun
tujh se baDh kar khud bata mera shanasa kaun tha
yahaan pe kuchh bhi nahin hai baaqi tu aks apnaa talaash mat kar
miri nigaahon ke aaine ab ghubaar-e-furqat se aT gae hain
mujh ko ataa huaa hai ye kaisaa libaas-e-zist
baDhte hain jis ke chaak baraabar rafu ke saath
us ki bhi miri tarah thi ik apni kahaani
us ko bhi nibhaanaa paDaa kirdaar mujhe bhi
kyaa karun ai tishnagi teraa mudaavaa bas vo lab
jin labon ko chhu ke paani aag bantaa jaae hai
yaaro duaa karo ye koi haadsa na ho
pahle yuun intizaar mein lazzat kabhi na thi
kyaa kisi ummid par phir se dar-e-dil vaa karun
tujh se baDh kar khud bataa meraa shanaasaa kaun thaa