Sher
"bolin ki kaam karne ki khugar nahin huun main biivi huun aap ki koi shauhar nahin huun main"

Shaukat Jamal
bolin ki kaam karne ki khugar nahin huun main
बोलीं कि काम करने की ख़ूगर नहीं हूँ मैं
pi ga.i thi ghol kar 'azad' ki ab-e-hayat
पी गई थी घोल कर 'आज़ाद' की आब-ए-हयात
saaqi ka aur sharab ka ho zikr baar baar
साक़ी का और शराब का हो ज़िक्र बार बार
chahte to the mire aghyar tu paida na ho
चाहते तो थे मिरे अग़्यार तू पैदा न हो
khana khulne ka hi elaan agar farma den
खाना खुलने का ही एलान अगर फ़रमा दें
mumkin nahin ghazab se bachen ham janab ke
मुमकिन नहीं ग़ज़ब से बचें हम जनाब के
"bolin ki kaam karne ki khugar nahin huun main biivi huun aap ki koi shauhar nahin huun main"
"pi ga.i thi ghol kar 'azad' ki ab-e-hayat tab kahin ghar men mire tujh sa pisar paida hua"
"saaqi ka aur sharab ka ho zikr baar baar zahid ko bhuul kar na kabhi parsa likhen"
"chahte to the mire aghyar tu paida na ho phir bhi ye himmat hai teri tu agar paida hua"
"khana khulne ka hi elaan agar farma den ham ye samjhenge ki taqrir-e-sadarat bakhshi"
"mumkin nahin ghazab se bachen ham janab ke balishtiyon ko bhi na agar sarv sa likhen"
chaahte to the mire aghyaar tu paidaa na ho
phir bhi ye himmat hai teri tu agar paidaa huaa
bolin ki kaam karne ki khugar nahin huun main
biivi huun aap ki koi shauhar nahin huun main
pi gai thi ghol kar 'aazaad' ki aab-e-hayaat
tab kahin ghar mein mire tujh saa pisar paidaa huaa
saaqi kaa aur sharaab kaa ho zikr baar baar
zaahid ko bhuul kar na kabhi paarsaa likhein
khaanaa khulne kaa hi elaan agar farmaa dein
ham ye samjheinge ki taqrir-e-sadaarat bakhshi
mumkin nahin ghazab se bachein ham janaab ke
baalishtiyon ko bhi na agar sarv saa likhein