Sher
"har sub.h apne ghar men usi vaqt jagna azad log bhi to giraftar se rahe"
S
Suhail Ahmed ZaidiSuhail Ahmed Zaidi
har sub.h apne ghar men usi vaqt jagna
हर सुब्ह अपने घर में उसी वक़्त जागना
peD uncha hai magar zer-e-zamin kitna hai
पेड़ ऊँचा है मगर ज़ेर-ए-ज़मीं कितना है
ham ne to muund liin ankhen hi tiri diid ke baad
हम ने तो मूँद लीं आँखें ही तिरी दीद के बाद
kabhi to lagta hai gumrah kar ga.i mujh ko
कभी तो लगता है गुमराह कर गई मुझ को
ham haar to jaate hi ki dushman ke hamare
हम हार तो जाते ही कि दुश्मन के हमारे
dekho to har ik shakhs ke hathon men hain patthar
देखो तो हर इक शख़्स के हाथों में हैं पत्थर
"har sub.h apne ghar men usi vaqt jagna azad log bhi to giraftar se rahe"
"peD uncha hai magar zer-e-zamin kitna hai lab pe hai nam-e-khuda dil men yaqin kitna hai"
"ham ne to muund liin ankhen hi tiri diid ke baad bul-havas jante hain koi hasin kitna hai"
"kabhi to lagta hai gumrah kar ga.i mujh ko sukhan-vari kabhi paighambari si lagti hai"
"ham haar to jaate hi ki dushman ke hamare sau pair the sau haath the ik sar hi nahin tha"
"dekho to har ik shakhs ke hathon men hain patthar puchho to kahin shahr banane ke liye hai"
ham haar to jaate hi ki dushman ke hamaare
sau pair the sau haath the ik sar hi nahin thaa
ham ne to muund liin aankhein hi tiri diid ke baad
bul-havas jaante hain koi hasin kitnaa hai
dekho to har ik shakhs ke haathon mein hain patthar
puchho to kahin shahr banaane ke liye hai
har subh apne ghar mein usi vaqt jaagnaa
aazaad log bhi to giraftaar se rahe
do paanv hain jo haar ke ruk jaate hain
ik sar hai jo divaar se Takraataa hai
peD unchaa hai magar zer-e-zamin kitnaa hai
lab pe hai naam-e-khudaa dil mein yaqin kitnaa hai