Sher
"naseha puchhte phirte hain sabab uljhan ka 'ishq gar khud ye karen hosh Thikane lag jaa.en"

Syed Huzaifa Kaif
naseha puchhte phirte hain sabab uljhan ka
नासेहा पूछते फिरते हैं सबब उलझन का
gar nahin ye 'ishq to phir aur kya shai hai bhala
गर नहीं ये 'इश्क़ तो फिर और क्या शय है भला
'kaif' kahte hain naseh ki tanha raho
'कैफ़' कहते हैं नासेह कि तन्हा रहो
main tumhen pa na sakun tum mujhe apna na sako
मैं तुम्हें पा न सकूँ तुम मुझे अपना न सको
us ki hi mohabbat men gire dost ki jis se
उस की ही मोहब्बत में गिरे दोस्त कि जिस से
jin se khud aap sanbhala nahin jaata khud ko
जिन से ख़ुद आप सँभाला नहीं जाता ख़ुद को
"naseha puchhte phirte hain sabab uljhan ka 'ishq gar khud ye karen hosh Thikane lag jaa.en"
"gar nahin ye 'ishq to phir aur kya shai hai bhala jo pas-e-parda rahe aur qalb mera khaa.e hai"
"'kaif' kahte hain naseh ki tanha raho main khuda to nahin huun jo yakta rahun"
"main tumhen pa na sakun tum mujhe apna na sako phir yahi khel miri jaan dubara ho jaa.e"
"us ki hi mohabbat men gire dost ki jis se ham baat talak karne ko tayyar nahin the"
"jin se khud aap sanbhala nahin jaata khud ko un ka da'va hai ki vo aa ke sanbhalenge mujhe"
naasehaa puchhte phirte hain sabab uljhan kaa
'ishq gar khud ye karein hosh Thikaane lag jaaein
gar nahin ye 'ishq to phir aur kyaa shai hai bhalaa
jo pas-e-parda rahe aur qalb meraa khaae hai
main tumhein paa na sakun tum mujhe apnaa na sako
phir yahi khel miri jaan dubaara ho jaae
us ki hi mohabbat mein gire dost ki jis se
ham baat talak karne ko tayyaar nahin the
jin se khud aap sanbhaalaa nahin jaataa khud ko
un kaa daa'vaa hai ki vo aa ke sanbhaaleinge mujhe
main tahayya kar ke baiThaa thaa ki duniyaa chhoD duun
koi koyal 'ain us mauqa' pe gaane aa gai