Sher
aaj bhi 'sipra' us ki khushbu mill malik le jaata hai
main lohe ki naaf se paida jo kasturi karta huun

Tanveer Sipra
aaj bhi 'sipra' us ki khushbu mill malik le jaata hai
आज भी 'सिपरा' उस की ख़ुश्बू मिल मालिक ले जाता है
ab tak mire a.asab pe mehnat hai musallat
अब तक मिरे आ'साब पे मेहनत है मुसल्लत
kabhi apne vasa.el se na baDh kar khvahishen paalo
कभी अपने वसाएल से न बढ़ कर ख़्वाहिशें पालो
kitna buad hai mere fan aur peshe ke mabain
कितना बोद है मेरे फ़न और पेशे के माबैन
aaj itna jalao ki pighal jaa.e mira jism
आज इतना जलाओ कि पिघल जाए मिरा जिस्म
jo kar raha hai dusron ke zehn ka ilaaj
जो कर रहा है दूसरों के ज़ेहन का इलाज
aaj bhi 'sipra' us ki khushbu mill malik le jaata hai
main lohe ki naaf se paida jo kasturi karta huun
ab tak mire a.asab pe mehnat hai musallat
ab tak mire kanon men mashinon ki sada hai
kabhi apne vasa.el se na baDh kar khvahishen paalo
vo pauda TuuT jaata hai jo la-mahdud phalta hai
kitna buad hai mere fan aur peshe ke mabain
bahar danish-var huun lekin mill men oil-man
aaj itna jalao ki pighal jaa.e mira jism
shayad isi surat hi sukun paa.e mira jism
jo kar raha hai dusron ke zehn ka ilaaj
vo shakhs khud bahut baDa zehni mariz hai
main apne bachpane mein chhu na paayaa jin khilaunon ko
unhi ke vaaste ab meraa beTaa bhi machaltaa hai
kitnaa buad hai mere fan aur peshe ke maabain
baahar daanish-var huun lekin mill mein oil-man
sab ki nigaah mein tire godaam aa gae
ab apne haathon maal ki taqsim kar na kar
dihaat ke vajud ko qasba nigal gayaa
qasbe kaa jism shahr ki buniyaad khaa gai
mill maalik ke kutte bhi charbile hain
lekin mazduron ke chehre piile hain
kabhi apne vasaael se na baDh kar khvaahishein paalo
vo paudaa TuuT jaataa hai jo laa-mahdud phaltaa hai