dam-e-gham-e-hayat men uljha ga.i umiid
ham ye samajh rahe the ki ehsan kar ga.i

Tilok Chand Mahroom
Tilok Chand Mahroom
Sherशेर
See all 20 →dam-e-gham-e-hayat men uljha ga.i umiid
दाम-ए-ग़म-ए-हयात में उलझा गई उमीद
aql ko kyuun bata.en ishq ka raaz
अक़्ल को क्यूँ बताएँ इश्क़ का राज़
saaf aata hai nazar anjam har aghaz ka
साफ़ आता है नज़र अंजाम हर आग़ाज़ का
uThane ke qabil hain sab naaz tere
उठाने के क़ाबिल हैं सब नाज़ तेरे
talatum aarzu men hai na tufan justuju men hai
तलातुम आरज़ू में है न तूफ़ाँ जुस्तुजू में है
ba-zahir garm hai bazar-e-ulfat
ब-ज़ाहिर गर्म है बाज़ार-ए-उल्फ़त
Popular Sher & Shayari
40 totalaql ko kyuun bata.en ishq ka raaz
ghair ko raz-dan nahin karte
saaf aata hai nazar anjam har aghaz ka
zindagani maut ki tamhid hai mere liye
uThane ke qabil hain sab naaz tere
magar ham kahan naaz uThane ke qabil
talatum aarzu men hai na tufan justuju men hai
javani ka guzar jaana hai dariya ka utar jaana
ba-zahir garm hai bazar-e-ulfat
magar jins-e-vafa kam ho ga.i hai
baad-e-tark-e-aarzu baiThaa huun kaisaa mutmain
ho gai aasaan har ik mushkil ba-aasaani miri
buraa ho ulfat-e-khubaan kaa ham-nashin ham to
shabaab hi mein buraa apnaa haal kar baiThe
uThaane ke qaabil hain sab naaz tere
magar ham kahaan naaz uThaane ke qaabil
fikr-e-maaash o ishq-e-butaan yaad-e-raftagaan
in mushkilon se ahd-baraai na ho saki
ba-zaahir garm hai baazaar-e-ulfat
magar jins-e-vafaa kam ho gai hai
gadaa nahin hain ki dast-e-savaal phailaaein
kabhi na aap ne puchhaa ki aarzu kyaa hai
Ghazalग़ज़ल
nazar uThaa dil-e-naadaan ye justuju kyaa hai
नज़र उठा दिल-ए-नादाँ ये जुस्तुजू क्या है
is kaa gila nahin ki duaa be-asar gai
इस का गिला नहीं कि दुआ बे-असर गई
zavaal-e-husn ko husn-e-nigaar kyaa jaane
ज़वाल-ए-हुस्न को हुस्न-ए-निगार क्या जाने
vo dil kahaan hai ahl-e-nazar dil kahein jise
वो दिल कहाँ है अहल-ए-नज़र दिल कहें जिसे
hijraan ki shab jo dard ke maare udaas hain
हिज्राँ की शब जो दर्द के मारे उदास हैं
badnaam huun par aashiq-e-badnaam tumhaaraa
बदनाम हूँ पर आशिक़-ए-बदनाम तुम्हारा





