ye saat uTh paDosi kahan se aa.e mire
tumhare dil men to koi na tha siva.e mire

Umair Najmi
Umair Najmi
Sherशेर
See all 7 →ye saat uTh paDosi kahan se aa.e mire
ये सात उठ पड़ोसी कहाँ से आए मिरे
us ki tah se kabhi daryaft kiya ja.unga main
उस की तह से कभी दरयाफ़्त किया जाऊँगा मैं
nikal laaya huun ek pinjre se ik parinda
निकाल लाया हूँ एक पिंजरे से इक परिंदा
bichhaD ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin
बिछड़ गए तो ये दिल उम्र भर लगेगा नहीं
kisi gali men kira.e pe ghar liya us ne
किसी गली में किराए पे घर लिया उस ने
kitab-e-ishq men har aah ek aayat hai
किताब-ए-इश्क़ में हर आह एक आयत है
Popular Sher & Shayari
14 totalus ki tah se kabhi daryaft kiya ja.unga main
jis samundar men ye sailab ikaTThe honge
nikal laaya huun ek pinjre se ik parinda
ab is parinde ke dil se pinjra nikalna hai
bichhaD ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin
lagega lagne laga hai magar lagega nahin
kisi gali men kira.e pe ghar liya us ne
phir us gali men gharon ke kira.e baDhne lage
kitab-e-ishq men har aah ek aayat hai
par ansuon ko huruf-e-muqatti.at samajh
kitaab-e-ishq mein har aah ek aayat hai
par aansuon ko huruf-e-muqattiaat samajh
kisi gali mein kiraae pe ghar liyaa us ne
phir us gali mein gharon ke kiraae baDhne lage
us ki tah se kabhi daryaaft kiyaa jaaungaa main
jis samundar mein ye sailaab ikaTThe honge
bichhaD gae to ye dil umr bhar lagegaa nahin
lagegaa lagne lagaa hai magar lagegaa nahin
tum pe kyaa khaak asar hogaa mire sheron kaa
tum ko to mir-taqi-'mir' nahin khinch sakaa
ye saat uTh paDosi kahaan se aae mire
tumhaare dil mein to koi na thaa sivaae mire
Ghazalग़ज़ल
jhuk ke chaltaa huun ki qad us ke baraabar na lage
झुक के चलता हूँ कि क़द उस के बराबर न लगे
mujhe pahle to lagtaa thaa ki zaati masala hai
मुझे पहले तो लगता था कि ज़ाती मसअला है
main chhupne ke liye har din jagah badalne lagaa
मैं छुपने के लिए हर दिन जगह बदलने लगा
ba-vaqt-e-'asr jab ashyaa ke saae baDhne lage
ब-वक़्त-ए-'अस्र जब अश्या के साए बढ़ने लगे
kahaa jo main ne ghalat kar rahi ho chun ke mujhe
कहा जो मैं ने ग़लत कर रही हो चुन के मुझे
musalsal mujassam du'aaein salaamat rahein
मुसलसल मुजस्सम दु'आएँ सलामत रहें





