Sher
dekhiye ab na yaad aa.iye aap
aaj kal aap se khafa huun main
U
Ummaturrauf NasreenUmmaturrauf Nasreen
dekhiye ab na yaad aa.iye aap
देखिए अब न याद आइए आप
kya tumhen ahd-e-mohabbat ke vo lamhe yaad hain
क्या तुम्हें अहद-ए-मोहब्बत के वो लम्हे याद हैं
main ne betab ho ke haath baDha.e
मैं ने बेताब हो के हाथ बढ़ाए
muravvat men hone laga hai izafa
मुरव्वत में होने लगा है इज़ाफ़ा
vo multafit the ham hi bayan kar sake na haal
वो मुल्तफ़ित थे हम ही बयाँ कर सके न हाल
tumhari yaad baDi khush-gavar thi lekin
तुम्हारी याद बड़ी ख़ुश-गवार थी लेकिन
dekhiye ab na yaad aa.iye aap
aaj kal aap se khafa huun main
kya tumhen ahd-e-mohabbat ke vo lamhe yaad hain
jab nigahen bolti thiin aur ham khamosh the
main ne betab ho ke haath baDha.e
us ne betab ho ke chuum liye
muravvat men hone laga hai izafa
mohabbat men aane lagi hai kami
vo multafit the ham hi bayan kar sake na haal
manzil ke paas aa ke qadam Dagmaga ga.e
tumhari yaad baDi khush-gavar thi lekin
dil-e-hazin ke liye talkhiyan baDha bhi ga.i
main ne betaab ho ke haath baDhaae
us ne betaab ho ke chuum liye
tumhaari yaad baDi khush-gavaar thi lekin
dil-e-hazin ke liye talkhiyaan baDhaa bhi gai
dekhiye ab na yaad aaiye aap
aaj kal aap se khafaa huun main
kyaa tumhein ahd-e-mohabbat ke vo lamhe yaad hain
jab nigaahein bolti thiin aur ham khaamosh the
muravvat mein hone lagaa hai izaafa
mohabbat mein aane lagi hai kami
vo multafit the ham hi bayaan kar sake na haal
manzil ke paas aa ke qadam Dagmagaa gae