Sher
bhaag chalun yadon ke zindan se akasr socha lekin
jab bhi qasd kiya to dekha unchi hai divar bahut
W
Waheed ArshiWaheed Arshi
bhaag chalun yadon ke zindan se akasr socha lekin
भाग चलूँ यादों के ज़िंदाँ से अक्सर सोचा लेकिन
dil ka saara dard simaT aaya hai meri palkon men
दिल का सारा दर्द सिमट आया है मेरी पलकों में
gham-e-hayat ki kilen thiin dast-o-pa men jaDin
ग़म-ए-हयात की कीलें थीं दस्त-ओ-पा में जड़ीं
arman ke tabut men jab main vaqt ki kilen gaaD chukunga
अरमाँ के ताबूत में जब मैं वक़्त की कीलें गाड़ चुकूँगा
bhaag chalun yadon ke zindan se akasr socha lekin
jab bhi qasd kiya to dekha unchi hai divar bahut
dil ka saara dard simaT aaya hai meri palkon men
kitne taj-mahal Dubenge paani ki in bundon men
gham-e-hayat ki kilen thiin dast-o-pa men jaDin
tamam umr rahe ham salib par laTke
arman ke tabut men jab main vaqt ki kilen gaaD chukunga
phir jab bhi tum yaad aaoge bah jaoge ashkon men
bhaag chalun yaadon ke zindaan se akasr sochaa lekin
jab bhi qasd kiyaa to dekhaa unchi hai divaar bahut
dil kaa saaraa dard simaT aayaa hai meri palkon mein
kitne taaj-mahal Dubeinge paani ki in bundon mein
gham-e-hayaat ki kilein thiin dast-o-paa mein jaDin
tamaam umr rahe ham salib par laTke
armaan ke taabut mein jab main vaqt ki kilein gaaD chukungaa
phir jab bhi tum yaad aaoge bah jaaoge ashkon mein