Sher
jo shakhs mira dast-e-hunar kaaT raha hai
nadan hai shadab shajar kaaT raha hai

Waseem Malik
jo shakhs mira dast-e-hunar kaaT raha hai
जो शख़्स मिरा दस्त-ए-हुनर काट रहा है
koi dastak koi aahaT na sada hai koi
कोई दस्तक कोई आहट न सदा है कोई
shakh se kaT kar alag hone ka ham ko gham nahin
शाख़ से कट कर अलग होने का हम को ग़म नहीं
lutf ye hai ki usi shakhs ke mamnun hain ham
लुत्फ़ ये है कि उसी शख़्स के मम्नून हैं हम
kal saath tha koi to dar o baam the raushan
कल साथ था कोई तो दर ओ बाम थे रौशन
lagta hai juda sab se kirdar 'vasim' us ka
लगता है जुदा सब से किरदार 'वसीम' उस का
jo shakhs mira dast-e-hunar kaaT raha hai
nadan hai shadab shajar kaaT raha hai
koi dastak koi aahaT na sada hai koi
duur tak ruuh men phaila hua sannaTa hai
shakh se kaT kar alag hone ka ham ko gham nahin
phuul hain khushbu luTa kar khaak ho ja.enge ham
lutf ye hai ki usi shakhs ke mamnun hain ham
jis ki talvar ne qiston men hamen kaaTa hai
kal saath tha koi to dar o baam the raushan
tanha huun 'vasim' aaj to ghar kaaT raha hai
lagta hai juda sab se kirdar 'vasim' us ka
vo shahr-e-mohabbat ka bashinda nazar aa.e
koi dastak koi aahaT na sadaa hai koi
duur tak ruuh mein phailaa huaa sannaaTaa hai
shaakh se kaT kar alag hone kaa ham ko gham nahin
phuul hain khushbu luTaa kar khaak ho jaaeinge ham
lutf ye hai ki usi shakhs ke mamnun hain ham
jis ki talvaar ne qiston mein hamein kaaTaa hai
kal saath thaa koi to dar o baam the raushan
tanhaa huun 'vasim' aaj to ghar kaaT rahaa hai
lagtaa hai judaa sab se kirdaar 'vasim' us kaa
vo shahr-e-mohabbat kaa baashinda nazar aae
jo shakhs miraa dast-e-hunar kaaT rahaa hai
naadaan hai shaadaab shajar kaaT rahaa hai