mujhe ai nakhuda akhir kisi ko munh dikhana hai
bahana kar ke tanha paar utar jaana nahin aata

Yagana Changezi
Yagana Changezi
Sherशेर
See all 60 →mujhe ai nakhuda akhir kisi ko munh dikhana hai
मुझे ऐ नाख़ुदा आख़िर किसी को मुँह दिखाना है
aa rahi hai ye sada kaan men viranon se
आ रही है ये सदा कान में वीरानों से
musibat ka pahaD akhir kisi din kaT hi ja.ega
मुसीबत का पहाड़ आख़िर किसी दिन कट ही जाएगा
ilm kya ilm ki haqiqat kya
इल्म क्या इल्म की हक़ीक़त क्या
pukarta raha kis kis ko Dubne vaala
पुकारता रहा किस किस को डूबने वाला
parda-e-hijr vahi hasti-e-mauhum thi 'yas'
पर्दा-ए-हिज्र वही हस्ती-ए-मौहूम थी 'यास'
Popular Sher & Shayari
120 totalaa rahi hai ye sada kaan men viranon se
kal ki hai baat ki abad the divanon se
musibat ka pahaD akhir kisi din kaT hi ja.ega
mujhe sar maar kar teshe se mar jaana nahin aata
ilm kya ilm ki haqiqat kya
jaisi jis ke guman men aa.i
pukarta raha kis kis ko Dubne vaala
khuda the itne magar koi aaDe aa na gaya
parda-e-hijr vahi hasti-e-mauhum thi 'yas'
sach hai pahle nahin malum tha ye raaz mujhe
parda-e-hijr vahi hasti-e-mauhum thi 'yaas'
sach hai pahle nahin maalum thaa ye raaz mujhe
jaras ne muzhda-e-manzil sunaa ke chaunkaayaa
nikal chalaa thaa dabe paanv kaarvaan apnaa
ajab kyaa hai ham aise garm-raftaaron ki Thokar se
zamaane ke buland-o-past kaa hamvaar ho jaanaa
vatan se kyaa ki havaa-e-vatan se hain bezaar
lipaT rahe jo bagulon se dasht-e-ghurbat ke
maut maangi thi khudaai to nahin maangi thi
le duaa kar chuke ab tark-e-duaa karte hain
nai zamin nayaa aasmaan nai duniyaa
ajiib shai ye tilism khayaal hotaa hai
Ghazalग़ज़ल
kuchh zard zard patte nishaan jo khizaan ke hain
कुछ ज़र्द ज़र्द पत्ते निशाँ जो ख़िज़ाँ के हैं
qayaamat hai shab-e-vaada kaa itnaa mukhtasar honaa
क़यामत है शब-ए-वादा का इतना मुख़्तसर होना
charaagh-e-zist bujhaa dil se ik dhuaan niklaa
चराग़-ए-ज़ीस्त बुझा दिल से इक धुआँ निकला
maut aai aane dijiye parvaa na kijiye
मौत आई आने दीजिए पर्वा न कीजिए
kyuun kisi se vafaa kare koi
क्यूँ किसी से वफ़ा करे कोई
khizaan ke jaur se vaaqif koi bahaar na ho
ख़िज़ाँ के जौर से वाक़िफ़ कोई बहार न हो





