Sher
aao purani yaad ke sho.alon men taap len
kitne hain haath sard mulaqat ki tarah

Yusuf Taqi
aao purani yaad ke sho.alon men taap len
आओ पुरानी याद के शो'लों में ताप लें
be-sada kyuun guzarte ho avaz do
बे-सदा क्यूँ गुज़रते हो आवाज़ दो
ai paDosi tu bata ham ko to kuchh hosh nahin
ऐ पड़ोसी तू बता हम को तो कुछ होश नहीं
dekha to zindagi men bahut kamyab the
देखा तो ज़िंदगी में बहुत कामयाब थे
shab palang par hanpte saa.e rahe
शब पलंग पर हाँपते साए रहे
khansti maddham si ik avaz jab se kho ga.i
खाँसती मद्धम सी इक आवाज़ जब से खो गई
aao purani yaad ke sho.alon men taap len
kitne hain haath sard mulaqat ki tarah
be-sada kyuun guzarte ho avaz do
ab bhi kuchh log andar makanon men hain
ai paDosi tu bata ham ko to kuchh hosh nahin
tha hamara bhi koi ghar tire ghar se pahle
dekha to zindagi men bahut kamyab the
socha to jiit aa.i nazar maat ki tarah
shab palang par hanpte saa.e rahe
khvab darvaze khaDa takta raha
khansti maddham si ik avaz jab se kho ga.i
ghairiyat ki bu se mahka mujh ko apna ghar mila
be-sadaa kyuun guzarte ho aavaaz do
ab bhi kuchh log andar makaanon mein hain
aao puraani yaad ke shoalon mein taap lein
kitne hain haath sard mulaaqaat ki tarah
ai paDosi tu bataa ham ko to kuchh hosh nahin
thaa hamaaraa bhi koi ghar tire ghar se pahle
dekhaa to zindagi mein bahut kaamyaab the
sochaa to jiit aai nazar maat ki tarah
shab palang par haanpte saae rahe
khvaab darvaaze khaDaa taktaa rahaa
khaansti maddham si ik aavaaz jab se kho gai
ghairiyat ki bu se mahkaa mujh ko apnaa ghar milaa