Quote
"jo paDha hai use jiina hi nahin hai mumkin zindagi ko main kitabon se alag rakhta huun"

Zafar Sahbai
jo paDha hai use jiina hi nahin hai mumkin
जो पढ़ा है उसे जीना ही नहीं है मुमकिन
jhuuT bhi sach ki tarah bolna aata hai use
झूट भी सच की तरह बोलना आता है उसे
dilon ke biich na divar hai na sarhad hai
दिलों के बीच न दीवार है न सरहद है
khuda-e-amn jo kahta hai khud ko
ख़ुदा-ए-अम्न जो कहता है ख़ुद को
jab adhure chand ki parchha.in paani par paDi
जब अधूरे चाँद की परछाईं पानी पर पड़ी
shikayaton ki ada bhi baDi nirali hai
शिकायतों की अदा भी बड़ी निराली है
"jo paDha hai use jiina hi nahin hai mumkin zindagi ko main kitabon se alag rakhta huun"
"jhuuT bhi sach ki tarah bolna aata hai use koi luknat bhi kahin par nahin aane deta"
"dilon ke biich na divar hai na sarhad hai dikha.i dete hain sab fasle nazar ke mujhe"
"khuda-e-amn jo kahta hai khud ko zamin par khud hi maqtal likh raha hai"
"jab adhure chand ki parchha.in paani par paDi raushni ik na-mukammal si kahani par paDi"
"shikayaton ki ada bhi baDi nirali hai vo jab bhi milta hai jhuk kar salam karta hai"
ye amal ret ko paani nahin banne detaa
pyaas ko apni saraabon se alag rakhtaa huun
jo paDhaa hai use jiinaa hi nahin hai mumkin
zindagi ko main kitaabon se alag rakhtaa huun
jhuuT bhi sach ki tarah bolnaa aataa hai use
koi luknat bhi kahin par nahin aane detaa
dilon ke biich na divaar hai na sarhad hai
dikhaai dete hain sab faasle nazar ke mujhe
khudaa-e-amn jo kahtaa hai khud ko
zamin par khud hi maqtal likh rahaa hai
jab adhure chaand ki parchhaain paani par paDi
raushni ik naa-mukammal si kahaani par paDi