Sher
kahna paDa unhin ko masiha-e-vaqt bhi
jin se hamare dard ka darman na ho saka
Z
Zahida KamalZahida Kamal
kahna paDa unhin ko masiha-e-vaqt bhi
कहना पड़ा उन्हीं को मसीहा-ए-वक़्त भी
afsana-e-hayat bani phuul ban ga.i
अफ़्साना-ए-हयात बनी फूल बन गई
shamil na hote husn ke jalve agar 'kamal'
शामिल न होते हुस्न के जल्वे अगर 'कमाल'
jab tak tumhara husn numayan na ho saka
जब तक तुम्हारा हुस्न नुमायाँ न हो सका
kahna paDa unhin ko masiha-e-vaqt bhi
jin se hamare dard ka darman na ho saka
afsana-e-hayat bani phuul ban ga.i
jab muskura.i koi kali iztirab men
shamil na hote husn ke jalve agar 'kamal'
hota kahan ye nuur shab-e-mahtab men
jab tak tumhara husn numayan na ho saka
raushan charagh-e-alam-e-imkan na ho saka
jab tak tumhaaraa husn numaayaan na ho sakaa
raushan charaagh-e-aalam-e-imkaan na ho sakaa
kahnaa paDaa unhin ko masihaa-e-vaqt bhi
jin se hamaare dard kaa darmaan na ho sakaa
afsaana-e-hayaat bani phuul ban gai
jab muskuraai koi kali iztiraab mein
shaamil na hote husn ke jalve agar 'kamaal'
hotaa kahaan ye nuur shab-e-maahtaab mein