Sher
kabhi ishq saz-e-hayat tha kabhi soz-e-dil ne jala diya
kabhi vasl men bhi kasak rahi kabhi dard-o-gham ne bhi maza diya

Zahida Zaidi
kabhi ishq saz-e-hayat tha kabhi soz-e-dil ne jala diya
कभी इश्क़ साज़-ए-हयात था कभी सोज़-ए-दिल ने जला दिया
hamin se anjuman-e-ishq mo'tabar Thahri
हमीं से अंजुमन-ए-इश्क़ मो'तबर ठहरी
muD ke dekha to hamen chhoD ke jaati thi hayat
मुड़ के देखा तो हमें छोड़ के जाती थी हयात
zindagi tu ne to sach hai ki vafa ham se na ki
ज़िंदगी तू ने तो सच है कि वफ़ा हम से न की
khvab to khvab hain pal bhar men bikhar jaate hain
ख़्वाब तो ख़्वाब हैं पल भर में बिखर जाते हैं
kabhi ishq saz-e-hayat tha kabhi soz-e-dil ne jala diya
kabhi vasl men bhi kasak rahi kabhi dard-o-gham ne bhi maza diya
hamin se anjuman-e-ishq mo'tabar Thahri
hamin ko saunpi ga.i gham ki pasbani bhi
muD ke dekha to hamen chhoD ke jaati thi hayat
ham ne jaana tha koi bojh gira hai sar se
zindagi tu ne to sach hai ki vafa ham se na ki
ham magar khud tujhe Thukra.en zaruri to nahin
khvab to khvab hain pal bhar men bikhar jaate hain
sach to ye hai ki bas ik kahish-e-jan raqs men hai
khvaab to khvaab hain pal bhar mein bikhar jaate hain
sach to ye hai ki bas ik kaahish-e-jaan raqs mein hai
muD ke dekhaa to hamein chhoD ke jaati thi hayaat
ham ne jaanaa thaa koi bojh giraa hai sar se
zindagi tu ne to sach hai ki vafaa ham se na ki
ham magar khud tujhe Thukraaein zaruri to nahin
kabhi ishq saaz-e-hayaat thaa kabhi soz-e-dil ne jalaa diyaa
kabhi vasl mein bhi kasak rahi kabhi dard-o-gham ne bhi mazaa diyaa
hamin se anjuman-e-ishq mo'tabar Thahri
hamin ko saunpi gai gham ki paasbaani bhi