Quote
"shahr-e-dil aabaad thaa jab tak vo shahr-aaraa rahaa jab vo shahr-aaraa gayaa phir shahr-e-dil mein kyaa rahaa kyaa rahaa phir shahr-e-dil mein juz-hujum-e-dard-o-gham thi jahaan fauj-e-tarab vaan lashkar-e-gham aa rahaa aa rahaa aankhon mein dam to bhi na aayaa vo sanam haif kis se pochhiye jaa kar ki vo kis jaa rahaa"
