kis ne aabaad kiyaa hai miri viraani ko — Anjum Saleemi
kis ne aabaad kiyaa hai miri viraani ko
ishq ne? ishq to bimaar paDaa hai mujh mein
Urdu
کس نے آباد کیا ہے مری ویرانی کو
عشق نے؟ عشق تو بیمار پڑا ہے مجھ میں
Hindi
किस ने आबाद किया है मिरी वीरानी को
इश्क़ ने? इश्क़ तो बीमार पड़ा है मुझ में

Anjum Saleemi
Anjum Saleemi
poet105 quotes