raatein aish-o-ishrat ki din dukh dard musibat ke — Mela Ram Wafa
raatein aish-o-ishrat ki din dukh dard musibat ke
aati aati aati hain jaate jaate jaate hain
Urdu
راتیں عیش و عشرت کی دن دکھ درد مصیبت کے
آتی آتی آتی ہیں جاتے جاتے جاتے ہیں
Hindi
रातें ऐश-ओ-इशरत की दिन दुख दर्द मुसीबत के
आती आती आती हैं जाते जाते जाते हैं

Mela Ram Wafa
Mela Ram Wafa
poet34 quotes