ik baar us ne mujh ko dekha tha muskura kar
itni to hai haqiqat baaqi kahaniyan hain

Mela Ram Wafa
Mela Ram Wafa
Sherशेर
See all 8 →ik baar us ne mujh ko dekha tha muskura kar
इक बार उस ने मुझ को देखा था मुस्कुरा कर
go qayamat se peshtar na hui
गो क़यामत से पेशतर न हुई
tum bhi karoge jabr shab o roz is qadar
तुम भी करोगे जब्र शब ओ रोज़ इस क़दर
raten aish-o-ishrat ki din dukh dard musibat ke
रातें ऐश-ओ-इशरत की दिन दुख दर्द मुसीबत के
kahna hi mira kya hai ki main kuchh nahin kahta
कहना ही मिरा क्या है कि मैं कुछ नहीं कहता
itni tauhin na kar meri bala-noshi ki
इतनी तौहीन न कर मेरी बला-नोशी की
Popular Sher & Shayari
16 totalgo qayamat se peshtar na hui
tum na aa.e to kya sahar na hui
tum bhi karoge jabr shab o roz is qadar
ham bhi karenge sabr magar ikhtiyar tak
raten aish-o-ishrat ki din dukh dard musibat ke
aati aati aati hain jaate jaate jaate hain
kahna hi mira kya hai ki main kuchh nahin kahta
ye bhi tumhen dhoka hai ki main kuchh nahin kahta
itni tauhin na kar meri bala-noshi ki
saqiya mujh ko na de maap ke paimane se
aalam hai tire partav-e-rukh se ye hamaaraa
hairat se hamein shams-o-qamar dekh rahe hain
din judaai kaa diyaa vasl ki shab ke badle
lene the ai falak-e-pir ye kab ke badle
itni tauhin na kar meri balaa-noshi ki
saaqiyaa mujh ko na de maap ke paimaane se
kahnaa hi miraa kyaa hai ki main kuchh nahin kahtaa
ye bhi tumhein dhokaa hai ki main kuchh nahin kahtaa
ik baar us ne mujh ko dekhaa thaa muskuraa kar
itni to hai haqiqat baaqi kahaaniyaan hain
go qayaamat se peshtar na hui
tum na aae to kyaa sahar na hui
Ghazalग़ज़ल
saaaton ki nahin baat lamhon ki hai jism se ruuh parvaaz kar jaaegi
साअतों की नहीं बात लम्हों की है जिस्म से रूह पर्वाज़ कर जाएगी
zindagi khaak mein bhi thi tire divaane se
ज़िंदगी ख़ाक में भी थी तिरे दीवाने से
iltifaat-e-aam hai vajh-e-pareshaani mujhe
इल्तिफ़ात-ए-आम है वज्ह-ए-परेशानी मुझे
kab faraaghat thi gham-e-subh-o-masaa se mujh ko
कब फ़राग़त थी ग़म-ए-सुब्ह-ओ-मसा से मुझ को
baDaa be-daad-gar vo mah-jabin hai
बड़ा बे-दाद-गर वो मह-जबीं है
dayaar-e-husn mein paabandi-e-rasm-e-vafaa kam hai
दयार-ए-हुस्न में पाबंदी-ए-रस्म-ए-वफ़ा कम है





