hairat se tak rahaa hai jahaan-e-vafaa mujhe — Saghar Nizami
hairat se tak rahaa hai jahaan-e-vafaa mujhe
tum ne banaa diyaa hai mohabbat mein kyaa mujhe
Urdu
حیرت سے تک رہا ہے جہان وفا مجھے
تم نے بنا دیا ہے محبت میں کیا مجھے
Hindi
हैरत से तक रहा है जहान-ए-वफ़ा मुझे
तुम ने बना दिया है मोहब्बत में क्या मुझे

Saghar Nizami
Saghar Nizami
poet16 quotes