ajal bhi Tal gai dekhi gai haalat na aankhon se — Shad Azimabadi
ajal bhi Tal gai dekhi gai haalat na aankhon se
shab-e-gham mein musibat si musibat ham ne jheli hai
Urdu
اجل بھی ٹل گئی دیکھی گئی حالت نہ آنکھوں سے
شب غم میں مصیبت سی مصیبت ہم نے جھیلی ہے
Hindi
अजल भी टल गई देखी गई हालत न आँखों से
शब-ए-ग़म में मुसीबत सी मुसीबत हम ने झेली है

Shad Azimabadi
Shad Azimabadi
poet82 quotes