"khamoshi se musibat aur bhi sangin hoti hai taDap ai dil taDapne se zara taskin hoti hai"

Shad Azimabadi
Shad Azimabadi
Sherशेर
See all 43 →khamoshi se musibat aur bhi sangin hoti hai
ख़मोशी से मुसीबत और भी संगीन होती है
sun chuke jab haal mera le ke angDa.i kaha
सुन चुके जब हाल मेरा ले के अंगड़ाई कहा
kahan se la.un sabr-e-hazrat-e-ayyub ai saaqi
कहाँ से लाऊँ सब्र-ए-हज़रत-ए-अय्यूब ऐ साक़ी
ab bhi ik umr pe jiine ka na andaz aaya
अब भी इक उम्र पे जीने का न अंदाज़ आया
dil-e-muztar se puchh ai raunaq-e-bazm
दिल-ए-मुज़्तर से पूछ ऐ रौनक़-ए-बज़्म
ye bazm-e-mai hai yaan kotah-dasti men hai mahrumi
ये बज़्म-ए-मय है याँ कोताह-दस्ती में है महरूमी
Popular Sher & Shayari
86 total"sun chuke jab haal mera le ke angDa.i kaha kis ghazab ka dard zalim tere afsane men tha"
"kahan se la.un sabr-e-hazrat-e-ayyub ai saaqi khum aa.ega surahi aa.egi tab jaam aa.ega"
"ab bhi ik umr pe jiine ka na andaz aaya zindagi chhoD de pichha mira main baaz aaya"
"dil-e-muztar se puchh ai raunaq-e-bazm main khud aaya nahin laaya gaya huun"
"ye bazm-e-mai hai yaan kotah-dasti men hai mahrumi jo baDh kar khud uTha le haath men miina usi ka hai"
khamoshi se musibat aur bhi sangin hoti hai
taDap ai dil taDapne se zaraa taskin hoti hai
ye bazm-e-mai hai yaan kotaah-dasti mein hai mahrumi
jo baDh kar khud uThaa le haath mein miinaa usi kaa hai
ab bhi ik umr pe jiine kaa na andaaz aayaa
zindagi chhoD de pichhaa miraa main baaz aayaa
sun chuke jab haal meraa le ke angDaai kahaa
kis ghazab kaa dard zaalim tere afsaane mein thaa
jaise miri nigaah ne dekhaa na ho kabhi
mahsus ye huaa tujhe har baar dekh kar
dekhaa kiye vo mast nigaahon se baar baar
jab tak sharaab aai kai daur ho gae
Ghazalग़ज़ल
tamaam umr namak-khvaar the zamin ke ham
तमाम उम्र नमक-ख़्वार थे ज़मीं के हम
kisi ko kyaa khabar ai subh vaqt-e-shaam kyaa hogaa
किसी को क्या ख़बर ऐ सुब्ह वक़्त-ए-शाम क्या होगा
ye raat bhayaanak hijr ki hai kaaTeinge baDe aalaam se ham
ये रात भयानक हिज्र की है काटेंगे बड़े आलाम से हम
ab intihaa kaa tire zikr mein asar aayaa
अब इंतिहा का तिरे ज़िक्र में असर आया
main 'shaad' tanhaa ik taraf duniyaa ki duniyaa ik taraf
मैं 'शाद' तन्हा इक तरफ़ दुनिया की दुनिया इक तरफ़
jise paalaa thaa ik muddat tak aaghosh-e-tamannaa mein
जिसे पाला था इक मुद्दत तक आग़ोश-ए-तमन्ना में





