main ne betaabaana baDh kar dasht mein aavaaz di — Zeb Ghauri
main ne betaabaana baDh kar dasht mein aavaaz di
jab ghubaar uTThaa kisi divaane kaa dhokaa huaa
Urdu
میں نے بیتابانہ بڑھ کر دشت میں آواز دی
جب غبار اٹھا کسی دیوانے کا دھوکا ہوا
Hindi
मैं ने बेताबाना बढ़ कर दश्त में आवाज़ दी
जब ग़ुबार उट्ठा किसी दीवाने का धोका हुआ

Zeb Ghauri
Zeb Ghauri
poet150 quotes