"palaT aata huun main mayus ho kar un maqamon se jahan se silsila nazdik-tar hota hai manzil ka"

Abr Ahsani Ganauri
Abr Ahsani Ganauri
Sherशेर
See all 7 →palaT aata huun main mayus ho kar un maqamon se
पलट आता हूँ मैं मायूस हो कर उन मक़ामों से
tum kyon udaas ho ga.e maidan-e-hashr men
तुम क्यों उदास हो गए मैदान-ए-हश्र में
shayad is baat pe lab mere siye jaate hain
शायद इस बात पे लब मेरे सिए जाते हैं
vahshiyon ko ye sabaq deti hui aa.i bahar
वहशियों को ये सबक़ देती हुई आई बहार
kaun ab kashmakash-e-zist se de mujh ko najat
कौन अब कश्मकश-ए-ज़ीस्त से दे मुझ को नजात
ankhon men ashk daagh jigar men labon pe aah
आँखों में अश्क दाग़ जिगर में लबों पे आह
Popular Sher & Shayari
14 total"tum kyon udaas ho ga.e maidan-e-hashr men kah do to dil ki dil men miri dastan rahe"
"shayad is baat pe lab mere siye jaate hain aah ke saath nikal jaa.e na arman koi"
"vahshiyon ko ye sabaq deti hui aa.i bahar taar baaqi na rahe koi garebanon men"
"kaun ab kashmakash-e-zist se de mujh ko najat kar chuka hai mira qatil nazar-andaz mujhe"
"ankhon men ashk daagh jigar men labon pe aah sab kuchh hai paas be-sar-o-saman nahin hain ham"
vahshiyon ko ye sabaq deti hui aai bahaar
taar baaqi na rahe koi garebaanon mein
ishq mein aur bhi divaana banaa deti hai
meri aavaaz mein mil kar tiri aavaaz mujhe
palaT aataa huun main maayus ho kar un maqaamon se
jahaan se silsila nazdik-tar hotaa hai manzil kaa
tum kyon udaas ho gae maidaan-e-hashr mein
kah do to dil ki dil mein miri daastaan rahe
shaayad is baat pe lab mere siye jaate hain
aah ke saath nikal jaae na armaan koi
kaun ab kashmakash-e-zist se de mujh ko najaat
kar chukaa hai miraa qaatil nazar-andaaz mujhe
Ghazalग़ज़ल
vahshat-zadon ki kitni dilchasp hain adaaein
वहशत-ज़दों की कितनी दिलचस्प हैं अदाएँ
fariyaad hai ki meri nazar se nihaan rahe
फ़रियाद है कि मेरी नज़र से निहाँ रहे
qaidiyon mein na kare zikr-e-gulistaan koi
क़ैदियों में न करे ज़िक्र-ए-गुलिस्ताँ कोई
sau zulmatein hai ishq-e-pareshaan liye hue
सौ ज़ुल्मतें है इश्क़-ए-परेशाँ लिए हुए
bekasi kaa haal mayyat se ayaan ho jaaegaa
बेकसी का हाल मय्यत से अयाँ हो जाएगा
aa rahi hai ye tuur se aavaaz
आ रही है ये तूर से आवाज़





