ab to har ek adakar se Dar lagta hai
mujh ko dushman se nahin yaar se Dar lagta hai

Afzal Allahabadi
Afzal Allahabadi
Sherशेर
See all 15 →ab to har ek adakar se Dar lagta hai
अब तो हर एक अदाकार से डर लगता है
tu jugnu hai faqat raton ke daman men basera kar
तू जुगनू है फ़क़त रातों के दामन में बसेरा कर
ghamon ki dhuup men milte hain sa.eban ban kar
ग़मों की धूप में मिलते हैं साएबाँ बन कर
ashk ankhon men liye aThon pahar dekhega kaun
अश्क आँखों में लिए आठों पहर देखेगा कौन
har naghma-e-pur-dard har ik saaz se pahle
हर नग़मा-ए-पुर-दर्द हर इक साज़ से पहले
main chahta tha ki us ko gulab pesh karun
मैं चाहता था कि उस को गुलाब पेश करूँ
Popular Sher & Shayari
30 totaltu jugnu hai faqat raton ke daman men basera kar
main suraj huun tu mujh se ashna.i kar nahin sakta
ghamon ki dhuup men milte hain sa.eban ban kar
zamin pe rahte hain kuchh log asman ban kar
ashk ankhon men liye aThon pahar dekhega kaun
ham nahin honge to teri rahguzar dekhega kaun
har naghma-e-pur-dard har ik saaz se pahle
hangama bapa hota hai aghaz se pahle
main chahta tha ki us ko gulab pesh karun
vo khud gulab tha us ko gulab kya deta
yuun ilaaj-e-dil bimaar kiyaa jaaegaa
sharbat-e-did se sarshaar kiyaa jaaegaa
main chaahtaa thaa ki us ko gulaab pesh karun
vo khud gulaab thaa us ko gulaab kyaa detaa
abhi to us kaa koi tazkira huaa bhi nahin
abhi se bazm mein khushbu kaa raqs jaari hai
teri nisbat mili mujhe jab se
main koi aarzu nahin kartaa
mein iztiraab ke aalam mein raqs kartaa rahaa
kabhi ghubaar ki surat kabhi dhuaan ban kar
ghamon ki dhuup mein milte hain saaebaan ban kar
zamin pe rahte hain kuchh log aasmaan ban kar
Ghazalग़ज़ल
miri divaangi ki had na puchho tum kahaan tak hai
मिरी दीवानगी की हद न पूछो तुम कहाँ तक है
luTaa rahaa huun main laal-o-gohar andhere mein
लुटा रहा हूँ मैं लाल-ओ-गुहर अँधेरे में
ye haqiqat hai vo kamzor huaa karti hain
ये हक़ीक़त है वो कमज़ोर हुआ करती हैं
apni tanhaaiyon ke ghaar mein huun
अपनी तन्हाइयों के ग़ार में हूँ
tere jalvon ko ru-ba-ru kar ke
तेरे जल्वों को रू-ब-रू कर के
kisi ki yaad rulaae to kyaa kiyaa jaae
किसी की याद रुलाये तो क्या किया जाए





