chand logon ki mohabbat bhi ghanimat hai miyan
shahr ka shahr hamara to nahin ho sakta

Afzal Gauhar Rao
Afzal Gauhar Rao
Sherशेर
See all 23 →chand logon ki mohabbat bhi ghanimat hai miyan
चंद लोगों की मोहब्बत भी ग़नीमत है मियाँ
saval ye hai raushni vahan pe rok di ga.i
सवाल ये है रौशनी वहाँ पे रोक दी गई
hijr men itna khasara to nahin ho sakta
हिज्र में इतना ख़सारा तो नहीं हो सकता
gumrah kab kiya hai kisi raah ne mujhe
गुमराह कब किया है किसी राह ने मुझे
kis pyaas se khali hua mashkiza hamara
किस प्यास से ख़ाली हुआ मश्कीज़ा हमारा
tu parindon ki tarah uDne ki khvahish chhoD de
तू परिंदों की तरह उड़ने की ख़्वाहिश छोड़ दे
Popular Sher & Shayari
46 totalsaval ye hai raushni vahan pe rok di ga.i
jahan pe har kisi ke haath men naya charagh tha
hijr men itna khasara to nahin ho sakta
ek hi ishq dobara to nahin ho sakta
gumrah kab kiya hai kisi raah ne mujhe
chalne laga huun aap hi apne khilaf men
kis pyaas se khali hua mashkiza hamara
dariya se jo uTh aa.e hain sahra ki taraf ham
tu parindon ki tarah uDne ki khvahish chhoD de
be-zamin logon ke sar par asman rahta nahin
yahaan bhalaa kaun apni marzi se ji rahaa hai
sabhi ishaare tiri nazar se bandhe hue hain
kaun si aisi kami mere khad-o-khaal mein hai
aaina khush nahin hotaa kabhi mil kar mujh se
miri nazar to khalaaon ne baandh rakkhi thi
mujhe zamin se kahaan aasmaan dikhaai diyaa
chand logon ki mohabbat bhi ghanimat hai miyaan
shahr kaa shahr hamaaraa to nahin ho saktaa
hijr mein itnaa khasaara to nahin ho saktaa
ek hi ishq dobaara to nahin ho saktaa
jaane vo shahr mein ab kis kaa buraa maantaa hai
main to jab baat karun us se buraa maantaa hai
Ghazalग़ज़ल
guzarti hai jo ham par raftagaan ham kuchh nahin kahte
गुज़रती है जो हम पर रफ़्तगाँ हम कुछ नहीं कहते
hijr mein itnaa khasaara to nahin ho saktaa
हिज्र में इतना ख़सारा तो नहीं हो सकता
har aaine mein tiraa hi dhuaan dikhaai diyaa
हर आइने में तिरा ही धुआँ दिखाई दिया
main khud ko is liye manzar pe laane vaalaa nahin
मैं ख़ुद को इस लिए मंज़र पे लाने वाला नहीं
shikast khaa ke bhi kab hausle hain kam mere
शिकस्त खा के भी कब हौसले हैं कम मेरे
aai thi us taraf jo havaa kaun le gayaa
आई थी उस तरफ़ जो हवा कौन ले गया





