"afrinash ke hafte men chhe roz tak ek tasvir paiham bana.i ga.i din ziya-saz hathon se zahir hua aur musavvir ki karigari raat hai"

Ahmad Jahangir
Ahmad Jahangir
Sherशेर
See all 8 →afrinash ke hafte men chhe roz tak ek tasvir paiham bana.i ga.i
आफ़रीनश के हफ़्ते में छे रोज़ तक एक तस्वीर पैहम बनाई गई
kaifiyat ke ishare pe tasvir men chand rangon ki tartib badli ga.i
कैफ़ियत के इशारे पे तस्वीर में चंद रंगों की तरतीब बदली गई
das moharram ki faqa-shikan asr ka sar jhuka.e hue baiTh kar sochna
दस मोहर्रम की फ़ाक़ा-शिकन अस्र का सर झुकाए हुए बैठ कर सोचना
ham faqiron men raaja ki chauki chaDhe kahinon men payambar pukare ga.e
हम फ़क़ीरों में राजा की चौकी चढ़े काहिनों में पयम्बर पुकारे गए
taar kas kar koi ragni chheD de ai tava.if aziyyat bhari raat hai
तार कस कर कोई रागनी छेड़ दे ऐ तवाइफ़ अज़िय्यत भरी रात है
chand ghanTon men suraj nikal aa.ega tab ye ziina utar kar chali ja.iyo
चंद घंटों में सूरज निकल आएगा तब ये ज़ीना उतर कर चली जाइयो
Popular Sher & Shayari
16 total"kaifiyat ke ishare pe tasvir men chand rangon ki tartib badli ga.i asman zard hai aur zamin nilgun chand kaale shajar ik hari raat hai"
"das moharram ki faqa-shikan asr ka sar jhuka.e hue baiTh kar sochna chand phulon men lipTi hui fajr thi kuchh charaghon ki nauhagari raat hai"
"ham faqiron men raaja ki chauki chaDhe kahinon men payambar pukare ga.e din nikalne ka bhi vaqi.a hai koi ya abhi tak dhari ki dhari raat hai"
"taar kas kar koi ragni chheD de ai tava.if aziyyat bhari raat hai janti hai sara.e ki har unTni is musafir ki ye akhiri raat hai"
"chand ghanTon men suraj nikal aa.ega tab ye ziina utar kar chali ja.iyo zindagi dekh aage bayaban hai sham.a gul ho ga.i ruk ari raat hai"
chand ghanTon mein suraj nikal aaegaa tab ye ziina utar kar chali jaaiyo
zindagi dekh aage bayaabaan hai shama gul ho gai ruk ari raat hai
kaifiyat ke ishaare pe tasvir mein chand rangon ki tartib badli gai
aasmaan zard hai aur zamin nilgun chand kaale shajar ik hari raat hai
ham faqiron mein raaja ki chauki chaDhe kaahinon mein payambar pukaare gae
din nikalne kaa bhi vaaqia hai koi yaa abhi tak dhari ki dhari raat hai
ek taraf kuchh honT mohabbat ki raushan aayaat paDhein
ik saf mein hathiyaar sajaae saare jang-parast rahein
aafrinash ke hafte mein chhe roz tak ek tasvir paiham banaai gai
din ziyaa-saaz haathon se zaahir huaa aur musavvir ki kaarigari raat hai
das moharram ki faaqa-shikan asr kaa sar jhukaae hue baiTh kar sochnaa
chand phulon mein lipTi hui fajr thi kuchh charaaghon ki nauhagari raat hai
Ghazalग़ज़ल
kaam aaiin ta'alluq ki baisaakhiyaan chand maathon pe mahtaab Taanke gae
काम आईं त'अल्लुक़ की बैसाखियाँ चंद माथों पे महताब टाँके गए
firozi tasbih kaa gheraa haath mein jalva-afgan thaa
फ़ीरोज़ी तस्बीह का घेरा हाथ में जल्वा-अफ़्गन था
is se pahle kahin imkaan ke minaare par
इस से पहले कहीं इम्कान के मीनारे पर
sunaa hai kichaD ke sukhne par hayaat cholaa badal rahi thi
सुना है कीचड़ के सूखने पर हयात चोला बदल रही थी
khushk roTi toDni hai sard paani chaahiye
ख़ुश्क रोटी तोड़नी है सर्द पानी चाहिए
hukm de qirtaas par rangin nazaara phunk duun
हुक्म दे क़िर्तास पर रंगीं नज़ारा फूँक दूँ





