kisi mashuq ka ashiq se khafa ho jaana
ruuh ka jism se goya hai juda ho jaana

Ahsan Marahravi
Ahsan Marahravi
Sherशेर
See all 23 →kisi mashuq ka ashiq se khafa ho jaana
किसी माशूक़ का आशिक़ से ख़फ़ा हो जाना
maut hi aap ke bimar ki qismat men na thi
मौत ही आप के बीमार की क़िस्मत में न थी
saaqi o vaa.iz men zid hai bada-kash chakkar men hai
साक़ी ओ वाइज़ में ज़िद है बादा-कश चक्कर में है
tamam umr isi ranj men tamam hui
तमाम उम्र इसी रंज में तमाम हुई
jab mulaqat hui tum se to takrar hui
जब मुलाक़ात हुई तुम से तो तकरार हुई
kisi ko bhej ke khat haa.e ye kaisa azaab aaya
किसी को भेज के ख़त हाए ये कैसा अज़ाब आया
Popular Sher & Shayari
46 totalmaut hi aap ke bimar ki qismat men na thi
varna kab zahr ka mumkin tha dava ho jaana
saaqi o vaa.iz men zid hai bada-kash chakkar men hai
tauba lab par aur lab Duuba hua saghar men hai
tamam umr isi ranj men tamam hui
kabhi ye tum ne na pucha tiri khushi kya hai
jab mulaqat hui tum se to takrar hui
aise milne se to behtar hai juda ho jaana
kisi ko bhej ke khat haa.e ye kaisa azaab aaya
ki har ik puchhta hai nama-bar aaya javab aaya
ye sadma jiite ji dil se hamaare jaa nahin saktaa
unhein vo bhule baiThe hain jo un par marne vaale hain
mujhe khabar nahin gham kyaa hai aur khushi kyaa hai
ye zindagi ki hai surat to zindagi kyaa hai
jab mulaaqaat hui tum se to takraar hui
aise milne se to behtar hai judaa ho jaanaa
ek dil hai ek hasrat ek ham hain ek tum
itne gham kam hain jo koi aur gham paidaa karein
tamaam umr isi ranj mein tamaam hui
kabhi ye tum ne na puchaa tiri khushi kyaa hai
rok le ai zabt jo aansu ki chashm-e-tar mein hai
kuchh nahin bigDaa abhi tak ghar ki daulat ghar mein hai
Ghazalग़ज़ल
baaham jo husn o ishq mein yaaraana ho gayaa
बाहम जो हुस्न ओ इश्क़ में याराना हो गया
yahaan baghair-fughaan shab basar nahin hoti
यहाँ बग़ैर-फ़ुग़ाँ शब बसर नहीं होती
jab tak apne dil mein un kaa gham rahaa
जब तक अपने दिल में उन का ग़म रहा
saaqi-o-vaaiz mein zid hai baada-kash chakkar mein hai
साक़ी-ओ-वाइ'ज़ में ज़िद है बादा-कश चक्कर में है
ishq karte hain to ahl-e-ishq yuun saudaa karein
इश्क़ करते हैं तो अहल-ए-इश्क़ यूँ सौदा करें
nazzaara jo hotaa hai lab-e-baam tumhaaraa
नज़्ज़ारा जो होता है लब-ए-बाम तुम्हारा





