hai ek hi lamha jo kahin vasl kahin hijr
taklif kisi ke liye aram kisi ka

Ain Tabish
Ain Tabish
Sherशेर
See all 14 →hai ek hi lamha jo kahin vasl kahin hijr
है एक ही लम्हा जो कहीं वस्ल कहीं हिज्र
jahan na apne azizon ki diid hoti hai
जहाँ न अपने अज़ीज़ों की दीद होती है
ji laga rakkha hai yuun ta.abir ke auham se
जी लगा रक्खा है यूँ ताबीर के औहाम से
roz ik marg ka aalam bhi guzarta hai yahan
रोज़ इक मर्ग का आलम भी गुज़रता है यहाँ
isi qadar hai hayat o ajal ke biich ka farq
इसी क़दर है हयात ओ अजल के बीच का फ़र्क़
har aise-vaise se qufl-e-qafas nahin khulta
हर ऐसे-वैसे से क़ुफ़्ल-ए-क़फ़स नहीं खुलता
Popular Sher & Shayari
28 totaljahan na apne azizon ki diid hoti hai
zamin-e-hijr pe bhi koi iid hoti hai
ji laga rakkha hai yuun ta.abir ke auham se
zindagi kya hai miyan bas ek ghar khvabon ka hai
roz ik marg ka aalam bhi guzarta hai yahan
roz jiine ke bhi saman nikal aate hain
isi qadar hai hayat o ajal ke biich ka farq
ye ek dhuup ka dariya vo ik kinara-e-sham
har aise-vaise se qufl-e-qafas nahin khulta
is imtihan ke liye kuchh haqir hote hain
main apnaa kaar-e-vafaa aazmaaungaa phir bhi
kahaan main tere sitam yaad karne vaalaa huun
tu jo is duniyaa ki khaatir apnaa-aap ganvaataa hai
ai dil-e-man ai mere musaafir kaam hai ye naa-daanon kaa
be-hunar dekh na sakte the magar dekhne aa.e
dekh sakte the magar ahl-e-hunar dekh na paa.e
hai ek hi lamha jo kahin vasl kahin hijr
taklif kisi ke liye aaraam kisi kaa
jahaan na apne azizon ki diid hoti hai
zamin-e-hijr pe bhi koi iid hoti hai
ek basti thi hui vaqt ke andoh mein gum
chaahne vaale bahut apne puraane the udhar
Ghazalग़ज़ल
khaaksaari thi ki bin dekhe hi ham khaak hue
ख़ाकसारी थी कि बिन देखे ही हम ख़ाक हुए
ab to vo zamin hai na zamaana hai udhar kaa
अब तो वो ज़मीं है न ज़माना है उधर का
ai mire 'aks-e-ziyaan-kaar ye ji chaahtaa hai
ऐ मिरे 'अक्स-ए-ज़ियाँ-कार ये जी चाहता है
dariyaa-e-dil mein ashk-ravaani yahi to hai
दरिया-ए-दिल में अश्क-रवानी यही तो है
ghazaal ko jaantaa hai vahshat ko jaantaa hai
ग़ज़ाल को जानता है वहशत को जानता है
kai mausam andheri raat ke album se nikle
कई मौसम अँधेरी रात के एल्बम से निकले





