Sher
log koi aur hi matlab nikalen dosti ka
aap pahlu se mire thoDa sa haT ke baiTha kiije

Ajay Negi
log koi aur hi matlab nikalen dosti ka
लोग कोई और ही मतलब निकालें दोस्ती का
chaa.e piite aur baten karte lekin
चाय पीते और बातें करते लेकिन
isi dasht men ham kabhi kho.e the
इसी दश्त में हम कभी खोए थे
shaam jaldi se guzar ja.egi to ham
शाम जल्दी से गुज़र जाएगी तो हम
chashm-o-lab-o-rukhsar par bose diye
चश्म-ओ-लब-ओ-रुख़सार पर बोसे दिए
asman ka ham khasara kaise karte
आसमाँ का हम ख़सारा कैसे करते
log koi aur hi matlab nikalen dosti ka
aap pahlu se mire thoDa sa haT ke baiTha kiije
chaa.e piite aur baten karte lekin
tum yahan aa.e ho ghussa saath le kar
isi dasht men ham kabhi kho.e the
isi dasht ke rahnuma ban ga.e
shaam jaldi se guzar ja.egi to ham
is udasi ko daba denge kahin par
chashm-o-lab-o-rukhsar par bose diye
ham ne zara si der men kya kya kiya
asman ka ham khasara kaise karte
us sitare ko sharara kaise karte
shaam jaldi se guzar jaaegi to ham
is udaasi ko dabaa deinge kahin par
dekhne haalat miri sab aae hain
ek bas us sang-dil ko chhoD kar
zindagi achchhi bahut hai
aaj phir se jhuuT bolaa
chashm-o-lab-o-rukhsaar par bose diye
ham ne zaraa si der mein kyaa kyaa kiyaa
aasmaan kaa ham khasaaraa kaise karte
us sitaare ko sharaara kaise karte
log koi aur hi matlab nikaalein dosti kaa
aap pahlu se mire thoDaa saa haT ke baiThaa kiije