"thi titliyon ke ta.aqub men zindagi meri vo shahr kya hua jis ki thi har gali meri"

Akhtar Hoshiyarpuri
Akhtar Hoshiyarpuri
Sherशेर
See all 47 →thi titliyon ke ta.aqub men zindagi meri
थी तितलियों के तआ'क़ुब में ज़िंदगी मेरी
guzarte vaqt ne kya kya na chara-sazi ki
गुज़रते वक़्त ने क्या क्या न चारा-साज़ी की
ye kya ki mujh ko chhupaya hai meri nazron se
ये क्या कि मुझ को छुपाया है मेरी नज़रों से
kya log hain ki dil ki girah kholte nahin
क्या लोग हैं कि दिल की गिरह खोलते नहीं
hamen khabar hai koi ham-safar na tha phir bhi
हमें ख़बर है कोई हम-सफ़र न था फिर भी
log nazron ko bhi paDh lete hain
लोग नज़रों को भी पढ़ लेते हैं
Popular Sher & Shayari
94 total"guzarte vaqt ne kya kya na chara-sazi ki vagarna zakhm jo us ne diya tha kaari tha"
"ye kya ki mujh ko chhupaya hai meri nazron se kabhi to mujh ko mire samne bhi laa.e vo"
"kya log hain ki dil ki girah kholte nahin ankhon se dekhte hain magar bolte nahin"
"hamen khabar hai koi ham-safar na tha phir bhi yaqin ki manzilen tai kiin guman ke hote hue"
"log nazron ko bhi paDh lete hain apni ankhon ko jhuka.e rakhna"
log nazron ko bhi paDh lete hain
apni aankhon ko jhukaae rakhnaa
chaman ke rang-o-bu ne is qadar dhokaa diyaa mujh ko
ki main ne shauq-e-gul-bosi mein kaanTon par zabaan rakh di
Takraa ke sar ko apnaa lahu aap chaaTte
achchhaa huaa ki dasht mein divaar-o-dar na the
baarhaa ThiThkaa huun khud bhi apnaa saaya dekh kar
log bhi katraae kyaa kyaa mujh ko tanhaa dekh kar
kuchh mujhe bhi yahaan qaraar nahin
kuchh tiraa gham bhi dar-ba-dar hai yahaan
main apni zaat ki tashrih kartaa phirtaa thaa
na jaane phir kahaan aavaaz kho gai meri
Ghazalग़ज़ल
dard ki daulat-e-naayaab ko rusvaa na karo
दर्द की दौलत-ए-नायाब को रुस्वा न करो
har chand siine mein dil-e-kufr-aashnaa nahin
हर चंद सीने में दिल-ए-कुफ़्र-आश्ना नहीं
khvaab-mahal mein kaun sar-e-shaam aa kar patthar maartaa hai
ख़्वाब-महल में कौन सर-ए-शाम आ कर पत्थर मारता है
khvaahishein itni baDhin insaan aadhaa rah gayaa
ख़्वाहिशें इतनी बढ़ीं इंसान आधा रह गया
apne qadmon hi ki aavaaz se chaunkaa hotaa
अपने क़दमों ही की आवाज़ से चौंका होता
bajaa ki dushman-e-jaan shahr-e-jaan ke baahar hai
बजा कि दुश्मन-ए-जाँ शहर-ए-जाँ के बाहर है





