kam-zarf zamane ki hiqarat ka gila kya
main khush huun mira pyaar samundar ki tarah hai

Akhtar Imam Rizvi
Akhtar Imam Rizvi
Sherशेर
See all 15 →kam-zarf zamane ki hiqarat ka gila kya
कम-ज़र्फ़ ज़माने की हिक़ारत का गिला क्या
ab bhi aati hai tiri yaad pa is karb ke saath
अब भी आती है तिरी याद प इस कर्ब के साथ
mujh ko manzil bhi na pahchan saki
मुझ को मंज़िल भी न पहचान सकी
toD bhi do ehsas ke rishte chhoD bhi do dukh apnane
तोड़ भी दो एहसास के रिश्ते छोड़ भी दो दुख अपनाने
thaka hua huun kisi saa.e ki talash men huun
थका हुआ हूँ किसी साए की तलाश में हूँ
vo khud to mar hi gaya tha mujhe bhi maar gaya
वो ख़ुद तो मर ही गया था मुझे भी मार गया
Popular Sher & Shayari
30 totalab bhi aati hai tiri yaad pa is karb ke saath
TuTti niind men jaise koi sapna dekha
mujh ko manzil bhi na pahchan saki
main ki jab gard-e-safar se nikla
toD bhi do ehsas ke rishte chhoD bhi do dukh apnane
ro ro ke jivan kaTo.ge ro ro ke mar jaoge
thaka hua huun kisi saa.e ki talash men huun
bichhaD gaya huun sitaron se raushni ki tarah
vo khud to mar hi gaya tha mujhe bhi maar gaya
vo apne rog miri ruuh men utaar gaya
toD bhi do ehsaas ke rishte chhoD bhi do dukh apnaane
ro ro ke jivan kaaToge ro ro ke mar jaaoge
thakaa huaa huun kisi saae ki talaash mein huun
bichhaD gayaa huun sitaaron se raushni ki tarah
ashk jab dida-e-tar se niklaa
ek kaanTaa saa jigar se niklaa
kam-zarf zamaane ki hiqaarat kaa gila kyaa
main khush huun miraa pyaar samundar ki tarah hai
ab bhi aati hai tiri yaad pa is karb ke saath
TuTti niind mein jaise koi sapnaa dekhaa
mujh ko manzil bhi na pahchaan saki
main ki jab gard-e-safar se niklaa
Ghazalग़ज़ल
jo sang ho ke mulaaem hai saadgi ki tarah
जो संग हो के मुलाएम है सादगी की तरह
jurm-e-hasti ki sazaa kyuun nahin dete mujh ko
जुर्म-ए-हस्ती की सज़ा क्यूँ नहीं देते मुझ को
chaandni ke haath bhi jab ho gae shal raat ko
चाँदनी के हाथ भी जब हो गए शल रात को
vo khud to mar hi gayaa thaa mujhe bhi maar gayaa
वो ख़ुद तो मर ही गया था मुझे भी मार गया
dil vo pyaasaa hai ki dariyaa kaa tamaashaa dekhe
दिल वो प्यासा है कि दरिया का तमाशा देखे
DhunDte ho jise dafinon mein
ढूँडते हो जिसे दफ़ीनों में





