"din raat mai-kade men guzarti thi zindagi 'akhtar' vo be-khudi ke zamane kidhar ga.e"

Akhtar Shirani
Akhtar Shirani
Sherशेर
See all 63 →din raat mai-kade men guzarti thi zindagi
दिन रात मय-कदे में गुज़रती थी ज़िंदगी
zindagi kitni masarrat se guzarti ya rab
ज़िंदगी कितनी मसर्रत से गुज़रती या रब
bhula baiThe ho ham ko aaj lekin ye samajh lena
भुला बैठे हो हम को आज लेकिन ये समझ लेना
maana ki sab ke samne milne se hai hijab
माना कि सब के सामने मिलने से है हिजाब
yaad aao mujhe lillah na tum yaad karo
याद आओ मुझे लिल्लाह न तुम याद करो
un ras bhari ankhon men haya khel rahi hai
उन रस भरी आँखों में हया खेल रही है
Popular Sher & Shayari
126 total"zindagi kitni masarrat se guzarti ya rab aish ki tarah agar gham bhi gavara hota"
"bhula baiThe ho ham ko aaj lekin ye samajh lena bahut pachhtaoge jis vaqt ham kal yaad a.enge"
"maana ki sab ke samne milne se hai hijab lekin vo khvab men bhi na aa.en to kya karen"
"yaad aao mujhe lillah na tum yaad karo meri aur apni javani ko na barbad karo"
"un ras bhari ankhon men haya khel rahi hai do zahr ke pyalon men qaza khel rahi hai"
uThte nahin hain ab to duaa ke liye bhi haath
kis darja naa-umid hain parvardigaar se
kaam aa sakin na apni vafaaein to kyaa karein
us bevafaa ko bhuul na jaaein to kyaa karein
kuchh is tarah se yaad aate rahe ho
ki ab bhuul jaane ko ji chaahtaa hai
bhulaa baiThe ho ham ko aaj lekin ye samajh lenaa
bahut pachhtaaoge jis vaqt ham kal yaad aaeinge
kisi maghrur ke aage hamaaraa sar nahin jhuktaa
faqiri mein bhi 'akhtar' ghairat-e-shaahaana rakhte hain
un ras bhari aankhon mein hayaa khel rahi hai
do zahr ke pyaalon mein qazaa khel rahi hai
Ghazalग़ज़ल
bujhaa saa rahtaa hai dil jab se hain vatan se judaa
बुझा सा रहता है दिल जब से हैं वतन से जुदा
zamaan-e-hijr miTe daur-e-vasl-e-yaar aae
ज़मान-ए-हिज्र मिटे दौर-ए-वस्ल-ए-यार आए
samaa kar dil mein nazron se nihaan hai
समा कर दिल में नज़रों से निहाँ है
miri aankhon se zaahir khun-fishaani ab bhi hoti hai
मिरी आँखों से ज़ाहिर ख़ूँ-फ़िशानी अब भी होती है
ai dil vo aashiqi ke fasaane kidhar gae
ऐ दिल वो आशिक़ी के फ़साने किधर गए
hamaare haath mein kab saaghar-e-sharaab nahin
हमारे हाथ में कब साग़र-ए-शराब नहीं





