jaane kya mahfil-e-parvana men dekha us ne
phir zaban khul na saki sham.a jo khamosh hui

Aleem Masroor
Aleem Masroor
Sherशेर
See all 7 →jaane kya mahfil-e-parvana men dekha us ne
जाने क्या महफ़िल-ए-परवाना में देखा उस ने
uTh ke us bazm se aa jaana kuchh asan na tha
उठ के उस बज़्म से आ जाना कुछ आसान न था
anjam-e-kashakash hoga kuchh dekhen to tamasha divane
अंजाम-ए-कशाकश होगा कुछ देखें तो तमाशा दीवाने
afsana mohabbat ka puura ho to kaise ho
अफ़्साना मोहब्बत का पूरा हो तो कैसे हो
zamane ko duun kya ki daman men mere
ज़माने को दूँ क्या कि दामन में मेरे
nikle tiri mahfil se to saath na tha koi
निकले तिरी महफ़िल से तो साथ न था कोई
Popular Sher & Shayari
14 totaluTh ke us bazm se aa jaana kuchh asan na tha
ek divar se nikla huun jo dar se nikla
anjam-e-kashakash hoga kuchh dekhen to tamasha divane
ya khaak uDegi gardun par ya farsh pe taare niklenge
afsana mohabbat ka puura ho to kaise ho
kuchh hai dil-e-qatil tak kuchh hai dil-e-bismil tak
zamane ko duun kya ki daman men mere
faqat chand aansu hain vo bhi kisi ke
nikle tiri mahfil se to saath na tha koi
shayad miri rusva.i kuchh duur chali hogi
afsaana mohabbat kaa puuraa ho to kaise ho
kuchh hai dil-e-qaatil tak kuchh hai dil-e-bismil tak
jaane kyaa mahfil-e-parvaana mein dekhaa us ne
phir zabaan khul na saki shama jo khaamosh hui
zamaane ko duun kyaa ki daaman mein mere
faqat chand aansu hain vo bhi kisi ke
uTh ke us bazm se aa jaanaa kuchh aasaan na thaa
ek divaar se niklaa huun jo dar se niklaa
nikle tiri mahfil se to saath na thaa koi
shaayad miri rusvaai kuchh duur chali hogi
bhiiD ke khauf se phir ghar ki taraf lauT aayaa
ghar se jab shahr mein tanhaai ke Dar se niklaa
Ghazalग़ज़ल
ik muntazir-e-vaada ki shama jali hogi
इक मुंतज़िर-ए-वादा की शम्अ जली होगी
ik raaz-e-gham-e-dil jab khud rah na sakaa dil tak
इक राज़-ए-ग़म-ए-दिल जब ख़ुद रह न सका दिल तक
ik junun kahiye use jo mire sar se niklaa
इक जुनूँ कहिए उसे जो मिरे सर से निकला
ghabraaein havaadis se kyaa ham jiine ke sahaare nikleinge
घबराएँ हवादिस से क्या हम जीने के सहारे निकलेंगे
chale bazm-e-dauraan se jab zahr pi ke
चले बज़्म-ए-दौराँ से जब ज़हर पी के





