"ek din main kisi par hansa tha miyan phir ka.i roz tak mujh ko rona paDa"

Amjad Khan Tajwana
Amjad Khan Tajwana
Sherशेर
See all 11 →ek din main kisi par hansa tha miyan
एक दिन मैं किसी पर हँसा था मियाँ
niind ke ghar men hain khvab aane lage
नींद के घर में हैं ख़्वाब आने लगे
bas kahin mohabbat ka ghar ho aur december ho
बस कहीं मोहब्बत का घर हो और दिसम्बर हो
'ishq dariya men jab se bahne laga
'इश्क़ दरिया में जब से बहने लगा
tere hathon mile agar murshid
तेरे हाथों मिले अगर मुर्शिद
mas.ala jo bhi ho hal ho jaa.e
मसअला जो भी हो हल हो जाए
Popular Sher & Shayari
22 total"niind ke ghar men hain khvab aane lage 'ishq hai nachta aankh ke sahn men"
"bas kahin mohabbat ka ghar ho aur december ho dil men phir na koi bhi Dar ho aur december ho"
"'ishq dariya men jab se bahne laga mauj-dar-mauj she'r kahne laga"
"tere hathon mile agar murshid chaa.e piina savab lagta hai"
"mas.ala jo bhi ho hal ho jaa.e tujh ko sochun to ghazal ho jaa.e"
log logon se dosti kar ke
kitnaa saste mein bech dete hain
tere haathon mile agar murshid
chaae piinaa savaab lagtaa hai
niind ke ghar mein hain khvaab aane lage
'ishq hai naachtaa aankh ke sahn mein
munh kabhi ham ne apnon se moDaa nahin
shahr mein bas ke bhi gaanv chhoDaa nahin
'ishq dariyaa mein jab se bahne lagaa
mauj-dar-mauj she'r kahne lagaa
kisi na kisi zaabte mein rahe hain
bichhaD kar bhi ham raabte mein rahe hain
Ghazalग़ज़ल
raunaqein daar ki baDhaate hue
रौनक़ें दार की बढ़ाते हुए
raasta tabdil karne se rahaa
रास्ता तब्दील करने से रहा
koi ik shaam ham faqiron mein
कोई इक शाम हम फ़क़ीरों में
tire haathon ki coffē aur baarish
तिरे हाथों की कॉफ़ी और बारिश
kuchh tire khat sanbhaal rakkhe hain
कुछ तिरे ख़त सँभाल रक्खे हैं
kaun kahtaa hai havaaon mein rahe hain 'amjad'
कौन कहता है हवाओं में रहे हैं 'अमजद'





