chhin liin khushiyan miri ankhon se meri niind bhi
zindagi tu ne mujhe ab tak diya kuchh bhi nahin

Anis Dehlavi
Anis Dehlavi
Sherशेर
See all 11 →chhin liin khushiyan miri ankhon se meri niind bhi
छीन लीं ख़ुशियाँ मिरी आँखों से मेरी नींद भी
sahra se chale aa bhi ga.e dar-o-rasan tak
सहरा से चले आ भी गए दार-ओ-रसन तक
pata is ka to ham rindon se puchho
पता इस का तो हम रिंदों से पूछो
nigah chahiye bas ahl-e-dil faqiron ki
निगाह चाहिए बस अहल-ए-दिल फ़क़ीरों की
kaisa ajiib vaqt hai koi bhi ham-safar nahin
कैसा अजीब वक़्त है कोई भी हम-सफ़र नहीं
aap ka koi safar be-samt be-manzil na ho
आप का कोई सफ़र बे-सम्त बे-मंज़िल न हो
Popular Sher & Shayari
22 totalsahra se chale aa bhi ga.e dar-o-rasan tak
hona tha jinhen vo na hamare hue logo
pata is ka to ham rindon se puchho
khuda ko kab ye sadhu janta hai
nigah chahiye bas ahl-e-dil faqiron ki
bura bhi dekhun to mujh ko bhala nazar aa.e
kaisa ajiib vaqt hai koi bhi ham-safar nahin
dhuup bhi mo'tabar nahin saaya bhi mo'tabar nahin
aap ka koi safar be-samt be-manzil na ho
zindagi aisi na jiina jis ka mustaqbil na ho
chhin liin khushiyaan miri aankhon se meri niind bhi
zindagi tu ne mujhe ab tak diyaa kuchh bhi nahin
karnaa hai aap ko jo nae raaston ki khoj
sab jis taraf na jaaein udhar jaanaa chaahiye
aap kaa koi safar be-samt be-manzil na ho
zindagi aisi na jiinaa jis kaa mustaqbil na ho
aap ki baaton mein aa kar kho diyaa dil kaa sukun
zindagi mein dekhiye meri bachaa kuchh bhi nahin
jo dil baandhe vo jaadu jaantaa hai
miraa mahbub urdu jaantaa hai
uDaa gae hain bahut dhuul jaane vaale log
chhaTe ghubaar to kuchh raasta nazar aae
Ghazalग़ज़ल
ek ujli du'aa kaa saaya hai
एक उजली दु'आ का साया है
1 views
saanson mein shahr-bhar ki utar jaanaa chaahiye
साँसों में शहर-भर की उतर जाना चाहिए
hamaare zarf ghaTte jaa rahe hain
हमारे ज़र्फ़ घटते जा रहे हैं
jaan tak kar di fidaa lekin sila kuchh bhi nahin
जान तक कर दी फ़िदा लेकिन सिला कुछ भी नहीं
'ajib Dhab kaa musaafir hai ghar na aaegaa
'अजीब ढब का मुसाफ़िर है घर न आएगा
ye sadi ranj-o-masaaib ki sadi lagti hai
ये सदी रंज-ओ-मसाइब की सदी लगती है





