"kahan mila main tujhe ye saval baa'd ka hai tu pahle yaad to kar kis jagah ganvaya mujhe"

Anjum Khayali
Anjum Khayali
Sherशेर
See all 15 →kahan mila main tujhe ye saval baa'd ka hai
कहाँ मिला मैं तुझे ये सवाल ब'अद का है
andheri raat hai saaya to ho nahin sakta
अँधेरी रात है साया तो हो नहीं सकता
jab tak main pahunchta huun kaDi dhuup men chal kar
जब तक मैं पहुँचता हूँ कड़ी धूप में चल कर
mujhe kuchh der rukna chahiye tha
मुझे कुछ देर रुकना चाहिए था
mire mazar pe aa kar diye jala.ega
मिरे मज़ार पे आ कर दिए जलाएगा
koi tohmat ho mire naam chali aati hai
कोई तोहमत हो मिरे नाम चली आती है
Popular Sher & Shayari
30 total"andheri raat hai saaya to ho nahin sakta ye kaun hai jo mire saath saath chalta hai"
"jab tak main pahunchta huun kaDi dhuup men chal kar divar ka saaya pas-e-divar na ho jaa.e"
"mujhe kuchh der rukna chahiye tha vo shayad dekh hi leta palaT kar"
"mire mazar pe aa kar diye jala.ega vo mere baa'd miri zindagi men aa.ega"
"koi tohmat ho mire naam chali aati hai jaise bazar men har ghar se gali aati hai"
aankh jhapkin to itne arse mein
jaane kitne baras guzar jaaein
koi tohmat ho mire naam chali aati hai
jaise baazaar mein har ghar se gali aati hai
kahaan milaa main tujhe ye savaal baa'd kaa hai
tu pahle yaad to kar kis jagah ganvaayaa mujhe
andheri raat hai saaya to ho nahin saktaa
ye kaun hai jo mire saath saath chaltaa hai
mire mazaar pe aa kar diye jalaaegaa
vo mere baa'd miri zindagi mein aaegaa
jaan qarz hai so utaarte hain
ham umr kahaan guzaarte hain
Ghazalग़ज़ल
kuchh tasaavir bol paDti hain
कुछ तसावीर बोल पड़ती हैं
hansi mein Taal to detaa huun aksar
हँसी में टाल तो देता हूँ अक्सर
koi tohmat ho mire naam chali aati hai
कोई तोहमत हो मिरे नाम चली आती है
mire mazaar pe aa kar diye jalaaegaa
मिरे मज़ार पे आ कर दिए जलाएगा
ai shab-e-gham jo ham bhi ghar jaaein
ऐ शब-ए-ग़म जो हम भी घर जाएँ
aazaar mire dil kaa dil-aazaar na ho jaae
आज़ार मिरे दिल का दिल-आज़ार न हो जाए





