mera har sher haqiqat ki hai zinda tasvir
apne ash.ar men qissa nahin likhkha main ne

Anwar Jalalpuri
Anwar Jalalpuri
Sherशेर
See all 9 →mera har sher haqiqat ki hai zinda tasvir
मेरा हर शेर हक़ीक़त की है ज़िंदा तस्वीर
koi puchhega jis din vaqa.i ye zindagi kya hai
कोई पूछेगा जिस दिन वाक़ई ये ज़िंदगी क्या है
sabhi ke apne masa.il sabhi ki apni ana
सभी के अपने मसाइल सभी की अपनी अना
musalsal dhuup men chalna charaghon ki tarah jalna
मुसलसल धूप में चलना चराग़ों की तरह जलना
ab naam nahin kaam ka qaa.el hai zamana
अब नाम नहीं काम का क़ाएल है ज़माना
na jaane kyuun adhuri hi mujhe tasvir jachti hai
न जाने क्यूँ अधूरी ही मुझे तस्वीर जचती है
Popular Sher & Shayari
18 totalkoi puchhega jis din vaqa.i ye zindagi kya hai
zamin se ek muTThi khaak le kar ham uDa denge
sabhi ke apne masa.il sabhi ki apni ana
pukarun kis ko jo de saath umr bhar mera
musalsal dhuup men chalna charaghon ki tarah jalna
ye hangame to mujh ko vaqt se pahle thaka denge
ab naam nahin kaam ka qaa.el hai zamana
ab naam kisi shakhs ka ravan na milega
na jaane kyuun adhuri hi mujhe tasvir jachti hai
main kaghaz haath men lekar faqat chehra banata huun
meraa har sher haqiqat ki hai zinda tasvir
apne ashaar mein qissa nahin likhkhaa main ne
koi puchhegaa jis din vaaqai ye zindagi kyaa hai
zamin se ek muTThi khaak le kar ham uDaa deinge
sabhi ke apne masaail sabhi ki apni anaa
pukaarun kis ko jo de saath umr bhar meraa
musalsal dhuup mein chalnaa charaaghon ki tarah jalnaa
ye hangaame to mujh ko vaqt se pahle thakaa deinge
ab naam nahin kaam kaa qaael hai zamaana
ab naam kisi shakhs kaa raavan na milegaa
na jaane kyuun adhuri hi mujhe tasvir jachti hai
main kaaghaz haath mein lekar faqat chehra banaataa huun
Ghazalग़ज़ल
qayaam-gaah na koi na koi ghar meraa
क़याम-गाह न कोई न कोई घर मेरा
main har be-jaan harf-o-lafz ko goyaa banaataa huun
मैं हर बे-जान हर्फ़-ओ-लफ़्ज़ को गोया बनाता हूँ
shaadaab-o-shagufta koi gulshan na milegaa
शादाब-ओ-शगुफ़्ता कोई गुलशन न मिलेगा
zulf ko abr kaa TukDaa nahin likhkhaa main ne
ज़ुल्फ़ को अब्र का टुकड़ा नहीं लिख्खा मैं ने
paraayaa kaun hai aur kaun apnaa sab bhulaa deinge
पराया कौन है और कौन अपना सब भुला देंगे





