abhi raat kuchh hai baaqi na uTha naqab saaqi
tira rind girte girte kahin phir sambhal na jaa.e

Anwar Mirzapuri
Anwar Mirzapuri
Sherशेर
See all 8 →abhi raat kuchh hai baaqi na uTha naqab saaqi
अभी रात कुछ है बाक़ी न उठा नक़ाब साक़ी
mujhe phunkne se pahle mira dil nikal lena
मुझे फूँकने से पहले मिरा दिल निकाल लेना
main nazar se pi raha huun ye saman badal na jaa.e
मैं नज़र से पी रहा हूँ ये समाँ बदल न जाए
akela pa ke mujh ko yaad un ki aa to jaati hai
अकेला पा के मुझ को याद उन की आ तो जाती है
main khush huun agar gulshan ke liye kuchh mera lahu kaam aa jaa.e
मैं ख़ुश हूँ अगर गुलशन के लिए कुछ मेरा लहू काम आ जाए
Duub kar main ne tufan ki de di khabar
डूब कर मैं ने तूफ़ाँ की दे दी ख़बर
Popular Sher & Shayari
16 totalmujhe phunkne se pahle mira dil nikal lena
ye kisi ki hai amanat mire saath jal na jaa.e
main nazar se pi raha huun ye saman badal na jaa.e
na jhukao tum nigahen kahin raat Dhal na jaa.e
akela pa ke mujh ko yaad un ki aa to jaati hai
magar phir lauT kar jaati nahin main kaise so ja.un
main khush huun agar gulshan ke liye kuchh mera lahu kaam aa jaa.e
lekin mujh ko Dar hai is ka gulchin pe na ilzam aa jaa.e
Duub kar main ne tufan ki de di khabar
nakhuda be-khabar ho to main kya karun
ai kaash hamaari qismat mein aisi bhi koi shaam aa jaae
ik chaand falak par niklaa ho ik chaand sar-e-baam aa jaae
mire ashk bhi hain is mein ye sharaab ubal na jaae
miraa jaam chhune vaale tiraa haath jal na jaae
mujhe phunkne se pahle miraa dil nikaal lenaa
ye kisi ki hai amaanat mire saath jal na jaae
abhi raat kuchh hai baaqi na uThaa naqaab saaqi
tiraa rind girte girte kahin phir sambhal na jaae
main nazar se pi rahaa huun ye samaan badal na jaae
na jhukaao tum nigaahein kahin raat Dhal na jaae
akelaa paa ke mujh ko yaad un ki aa to jaati hai
magar phir lauT kar jaati nahin main kaise so jaaun
Ghazalग़ज़ल
is vaaste daaman chaak kiyaa shaayad ye junun kaam aa jaae
इस वास्ते दामन चाक किया शायद ये जुनूँ काम आ जाए
rukh se parda uThaa de zaraa saaqiyaa bas abhi rang-e-mahfil badal jaaegaa
रुख़ से पर्दा उठा दे ज़रा साक़िया बस अभी रंग-ए-महफ़िल बदल जाएगा
main nazar se pi rahaa huun ye samaan badal na jaae
मैं नज़र से पी रहा हूँ ये समाँ बदल न जाए
yahaan kaanp jaate hain falsafe ye baDaa ajiib maqaam hai
यहाँ काँप जाते हैं फ़लसफ़े ये बड़ा अजीब मक़ाम है
vaada-e-shaam-e-fardaa pe ai dil mujhe gar yaqin hi na aae to main kyaa karun
वादा-ए-शाम-ए-फ़र्दा पे ऐ दिल मुझे गर यक़ीं ही न आए तो मैं क्या करूँ
main to samjhaa thaa jis vaqt mujh ko vo mileinge to jannat milegi
मैं तो समझा था जिस वक़्त मुझ को वो मिलेंगे तो जन्नत मिलेगी





