tumhari yaad men duniya ko huun bhula.e hue
tumhare dard ko siine se huun laga.e hue

Asar Sahbai
Asar Sahbai
Sherशेर
See all 13 →tumhari yaad men duniya ko huun bhula.e hue
तुम्हारी याद में दुनिया को हूँ भुलाए हुए
tere shabab ne kiya mujh ko junun se ashna
तेरे शबाब ने किया मुझ को जुनूँ से आश्ना
jis husn ki hai chashm-e-tamanna ko justuju
जिस हुस्न की है चश्म-ए-तमन्ना को जुस्तुजू
ilahi kashti-e-dil bah rahi hai kis samundar men
इलाही कश्ती-ए-दिल बह रही है किस समुंदर में
saari duniya se be-niyazi hai
सारी दुनिया से बे-नियाज़ी है
aah kya kya arzuen nazr-e-hirman ho ga.iin
आह क्या क्या आरज़ूएँ नज़्र-ए-हिरमाँ हो गईं
Popular Sher & Shayari
26 totaltere shabab ne kiya mujh ko junun se ashna
mere junun ne bhar diye rang tiri shabab men
jis husn ki hai chashm-e-tamanna ko justuju
vo aftab men hai na hai mahtab men
ilahi kashti-e-dil bah rahi hai kis samundar men
nikal aati hain maujen ham jise sahil samajhte hain
saari duniya se be-niyazi hai
vaah ai mast-e-naz kya kahna
aah kya kya arzuen nazr-e-hirman ho ga.iin
roiye kis kis ko aur kis kis ka matam kijiye
ye husn-e-dil-fareb ye aalam shabaab kaa
goyaa chhalak rahaa hai piyaala sharaab kaa
tere shabaab ne kiyaa mujh ko junun se aashnaa
mere junun ne bhar diye rang tiri shabaab mein
jis husn ki hai chashm-e-tamannaa ko justuju
vo aaftaab mein hai na hai maahtaab mein
ilaahi kashti-e-dil bah rahi hai kis samundar mein
nikal aati hain maujein ham jise saahil samajhte hain
saari duniyaa se be-niyaazi hai
vaah ai mast-e-naaz kyaa kahnaa
tumhaari yaad mein duniyaa ko huun bhulaae hue
tumhaare dard ko siine se huun lagaae hue
Ghazalग़ज़ल
ravaani huun ravaani ko Thahar jaanaa nahin aataa
रवानी हूँ रवानी को ठहर जाना नहीं आता
zulmat-e-dasht-e-adam mein bhi agar jaaungaa
ज़ुल्मत-ए-दश्त-ए-अदम में भी अगर जाऊँगा
tumhaari furqat mein meri aankhon se khuun ke aansu Tapak rahe hain
तुम्हारी फ़ुर्क़त में मेरी आँखों से ख़ूँ के आँसू टपक रहे हैं
miri har saans ko sab naghma-e-mahfil samajhte hain
मिरी हर साँस को सब नग़्मा-ए-महफ़िल समझते हैं
lutf gunaah mein milaa aur na maza savaab mein
लुत्फ़ गुनाह में मिला और न मज़ा सवाब में
tumhaari yaad mein duniyaa ko huun bhulaae hue
तुम्हारी याद में दुनिया को हूँ भुलाए हुए





