har ik jagah tiri barq-e-nigah dauD ga.i
gharaz ye hai ki kisi chiiz ko qarar na ho

Asghar Gondvi
Asghar Gondvi
Sherशेर
See all 57 →har ik jagah tiri barq-e-nigah dauD ga.i
हर इक जगह तिरी बर्क़-ए-निगाह दौड़ गई
1 views
chala jaata huun hansta khelta mauj-e-havadis se
चला जाता हूँ हँसता खेलता मौज-ए-हवादिस से
zahid ne mira hasil-e-iman nahin dekha
ज़ाहिद ने मिरा हासिल-ए-ईमाँ नहीं देखा
yuun muskura.e jaan si kaliyon men paD ga.i
यूँ मुस्कुराए जान सी कलियों में पड़ गई
aks kis chiiz ka a.ina-e-hairat men nahin
अक्स किस चीज़ का आईना-ए-हैरत में नहीं
dastan un ki adaon ki hai rangin lekin
दास्ताँ उन की अदाओं की है रंगीं लेकिन
Popular Sher & Shayari
114 totalchala jaata huun hansta khelta mauj-e-havadis se
agar asaniyan hon zindagi dushvar ho jaa.e
zahid ne mira hasil-e-iman nahin dekha
rukh par tiri zulfon ko pareshan nahin dekha
yuun muskura.e jaan si kaliyon men paD ga.i
yuun lab-kusha hue ki gulistan bana diya
aks kis chiiz ka a.ina-e-hairat men nahin
teri surat men hai kya jo meri surat men nahin
dastan un ki adaon ki hai rangin lekin
is men kuchh khun-e-tamanna bhi hai shamil apna
sau baar tiraa daaman haathon mein mire aayaa
jab aankh khuli dekhaa apnaa hi garebaan thaa
kyaa mastiyaan chaman mein hain josh-e-bahaar se
har shaakh-e-gul hai haath mein saaghar liye hue
chalaa jaataa huun hanstaa kheltaa mauj-e-havaadis se
agar aasaaniyaan hon zindagi dushvaar ho jaae
zaahid ne miraa haasil-e-imaan nahin dekhaa
rukh par tiri zulfon ko pareshaan nahin dekhaa
yuun muskuraae jaan si kaliyon mein paD gai
yuun lab-kushaa hue ki gulistaan banaa diyaa
pahli nazar bhi aap ki uff kis balaa ki thi
ham aaj tak vo choT hain dil par liye hue
Ghazalग़ज़ल
ye nang-e-aashiqi hai suud o haasil dekhne vaale
ये नंग-ए-आशिक़ी है सूद ओ हासिल देखने वाले
majaaz kaisaa kahaan haqiqat abhi tujhe kuchh khabar nahin hai
मजाज़ कैसा कहाँ हक़ीक़त अभी तुझे कुछ ख़बर नहीं है
aks kis chiiz kaa aaina-e-hairat mein nahin
अक्स किस चीज़ का आईना-ए-हैरत में नहीं
tu ek naam hai magar sadaa-e-khvaab ki tarah
तू एक नाम है मगर सदा-ए-ख़्वाब की तरह
kaun thaa us ke havaa-khvaahon mein jo shaamil na thaa
कौन था उस के हवा-ख़्वाहों में जो शामिल न था
hai dil-e-naakaam-e-aashiq mein tumhaari yaad bhi
है दिल-ए-नाकाम-ए-आशिक़ में तुम्हारी याद भी





