Sher
koi kashti kahin maghrur ho jaa.e na paani men
sukut-e-bahr ko qasdan talatum hona paDta hai

Ateeb Quadri
koi kashti kahin maghrur ho jaa.e na paani men
कोई कश्ती कहीं मग़रूर हो जाए न पानी में
tumhare hijr men jab bhi calendar par nigah Daali
तुम्हारे हिज्र में जब भी कैलेंडर पर निगाह डाली
puchhne valon ne puchha haath kaise jal gaya
पूछने वालों ने पूछा हाथ कैसे जल गया
hamare sar pe pech-o-kham ka ye saafa virasat hai
हमारे सर पे पेच-ओ-ख़म का ये साफ़ा विरासत है
jin ki ungli thaam ke chalna sikha tha
जिन की उँगली थाम के चलना सीखा था
agli naslen kar saken tafriq-e-duniya-o-iram
अगली नस्लें कर सकें तफ़रीक़-ए-दुनिया-ओ-इरम
koi kashti kahin maghrur ho jaa.e na paani men
sukut-e-bahr ko qasdan talatum hona paDta hai
tumhare hijr men jab bhi calendar par nigah Daali
sitambar ke mahine ko sitamgar hi paDha main ne
puchhne valon ne puchha haath kaise jal gaya
kaise batla.en kisi ke dil pe rakkha tha kabhi
hamare sar pe pech-o-kham ka ye saafa virasat hai
ki tum pagDi samajhte ho jise ham taaj kahte hain
jin ki ungli thaam ke chalna sikha tha
haa.e ab un ko buDha hote dekhna hai
agli naslen kar saken tafriq-e-duniya-o-iram
maaon ke qisson men bhi shaddad hona chahiye
jin ki ungli thaam ke chalnaa sikhaa thaa
haae ab un ko buDhaa hote dekhnaa hai
koi kashti kahin maghrur ho jaae na paani mein
sukut-e-bahr ko qasdan talaatum honaa paDtaa hai
agli naslein kar sakein tafriq-e-duniyaa-o-iram
maaon ke qisson mein bhi shaddaad honaa chaahiye
tumhaare hijr mein jab bhi calendar par nigaah Daali
sitambar ke mahine ko sitamgar hi paDhaa main ne
puchhne vaalon ne puchhaa haath kaise jal gayaa
kaise batlaaein kisi ke dil pe rakkhaa thaa kabhi
hamaare sar pe pech-o-kham kaa ye saafa viraasat hai
ki tum pagDi samajhte ho jise ham taaj kahte hain