suraj lihaf oDh ke soya tamam raat
sardi se ik parinda dariche men mar gaya

Athar Nasik
Athar Nasik
Sherशेर
See all 8 →suraj lihaf oDh ke soya tamam raat
सूरज लिहाफ़ ओढ़ के सोया तमाम रात
na-jane kaun si majburiyan hain jin ke liye
न-जाने कौन सी मजबूरियाँ हैं जिन के लिए
yaqin barson ka imkan kuchh dinon ka huun
यक़ीन बरसों का इम्कान कुछ दिनों का हूँ
main use sub.h na janun jo tire sang nahin
मैं उसे सुब्ह न जानूँ जो तिरे संग नहीं
main puchh leta huun yaron se rat-jagon ka sabab
मैं पूछ लेता हूँ यारों से रत-जगों का सबब
banana paDta hai apne badan ko chhat apni
बनाना पड़ता है अपने बदन को छत अपनी
Popular Sher & Shayari
16 totalna-jane kaun si majburiyan hain jin ke liye
khud apni zaat se inkar karna paDta hai
yaqin barson ka imkan kuchh dinon ka huun
main tere shahr men mehman kuchh dinon ka huun
main use sub.h na janun jo tire sang nahin
main use shaam na manun ki jo tere bin hai
main puchh leta huun yaron se rat-jagon ka sabab
magar vo mujh se mire khvab puchh lete hain
banana paDta hai apne badan ko chhat apni
aur apne saa.e ko divar karna paDta hai
kitne maani rakhtaa hai zaraa ghaur to kar
kuza-gar ke haath mein honaa miTTi kaa
suraj lihaaf oDh ke soyaa tamaam raat
sardi se ik parinda dariche mein mar gayaa
na-jaane kaun si majburiyaan hain jin ke liye
khud apni zaat se inkaar karnaa paDtaa hai
yaqin barson kaa imkaan kuchh dinon kaa huun
main tere shahr mein mehmaan kuchh dinon kaa huun
main use subh na jaanun jo tire sang nahin
main use shaam na maanun ki jo tere bin hai
main puchh letaa huun yaaron se rat-jagon kaa sabab
magar vo mujh se mire khvaab puchh lete hain
Ghazalग़ज़ल
kabhi kabhaar bhi kab saaebaan kisi ne diyaa
कभी कभार भी कब साएबाँ किसी ने दिया
pahunchaa diyaa umiid ko tufaan-e-yaas tak
पहुँचा दिया उमीद को तूफ़ान-ए-यास तक
chup-chaap habs-e-vaqt ke pinjre mein mar gayaa
चुप-चाप हब्स-ए-वक़्त के पिंजरे में मर गया
main tujhe bhulnaa chaahun bhi to naa-mumkin hai
मैं तुझे भूलना चाहूँ भी तो ना-मुम्किन है
khud ko kisi ki raah-guzar kis liye karein
ख़ुद को किसी की राह-गुज़र किस लिए करें
chaand bangla so gayaa suraj haveli jaag uThi
चाँद बंगला सो गया सूरज हवेली जाग उठी





