kya kya faraghaten thiin mayassar hayat ko
vo din bhi the ki tere siva koi gham na tha

Azeem Murtaza
Azeem Murtaza
Sherशेर
See all 17 →kya kya faraghaten thiin mayassar hayat ko
क्या क्या फ़राग़तें थीं मयस्सर हयात को
khulus-e-niyat-e-rahbar pe munhasir hai 'azim'
ख़ुलूस-ए-नियत-ए-रहबर पे मुनहसिर है 'अज़ीम'
kuchh aap ka gham kuchh gham-e-jan kuchh gham-e-duniya
कुछ आप का ग़म कुछ ग़म-ए-जाँ कुछ ग़म-ए-दुनिया
ham dard ke maare hi giran-jan hain vagarna
हम दर्द के मारे ही गिराँ-जाँ हैं वगर्ना
tujh se mil ke bhi tera intizar rahta hai
तुझ से मिल के भी तेरा इंतिज़ार रहता है
ab mere saath un ki nazar bhi hai be-qarar
अब मेरे साथ उन की नज़र भी है बे-क़रार
Popular Sher & Shayari
34 totalkhulus-e-niyat-e-rahbar pe munhasir hai 'azim'
maqam-e-ishq bahut duur bhi hai paas bhi hai
kuchh aap ka gham kuchh gham-e-jan kuchh gham-e-duniya
daman men mire phuul bhi hain khaar bhi khas bhi
ham dard ke maare hi giran-jan hain vagarna
jiina tiri furqat men kuchh asan to nahin hai
tujh se mil ke bhi tera intizar rahta hai
sub.h ru-e-khandan se shaam zulf-e-barham tak
ab mere saath un ki nazar bhi hai be-qarar
nashtar taDap rahe hain rag-e-jan ke saath saath
ab imtiyaaz-e-zaahir-o-baatin bhi miT gayaa
dil chaak ho rahaa hai garebaan ke saath saath
kyaa kyaa faraaghatein thiin mayassar hayaat ko
vo din bhi the ki tere sivaa koi gham na thaa
khulus-e-niyat-e-rahbar pe munhasir hai 'azim'
maqaam-e-ishq bahut duur bhi hai paas bhi hai
dard-e-mahrumi-e-jaaved bhi ik daulat hai
ahl-e-gham bhi tire sharminda-e-ehsaan nikle
aaj tak yaad hai vo shaam-e-judaai kaa samaan
teri aavaaz ki larzish tire lahje ki thakan
ek dard-e-hasti ne umr bhar rifaaqat ki
varna saath detaa hai kaun aakhiri dam tak
Ghazalग़ज़ल
kuchh naqsh tiri yaad ke baaqi hain abhi tak
कुछ नक़्श तिरी याद के बाक़ी हैं अभी तक
tiraa khayaal bhi hai vaz-e-gham kaa paas bhi hai
तिरा ख़याल भी है वज़-ए-ग़म का पास भी है
jab se hai vo raunaq-e-mahfil aankhon mein
जब से है वो रौनक़-ए-महफ़िल आँखों में
nim-shab aatish-e-fariyaad-e-asiraan raushan
नीम-शब आतिश-ए-फ़रियाद-ए-असीराँ रौशन
ye aur baat hai ki madavaa-e-gham na thaa
ये और बात है कि मदावा-ए-ग़म न था
mahrumi ke dukh aur tanhaai ke ranj uThaae
महरूमी के दुख और तन्हाई के रंज उठाए





