dukh safar ka hai ki apnon se bichhaD jaane ka gham
kya sabab hai vaqt-e-rukhsat ham-safar khamosh hain

Azhar Naqvi
Azhar Naqvi
Sherशेर
See all 19 →dukh safar ka hai ki apnon se bichhaD jaane ka gham
दुख सफ़र का है कि अपनों से बिछड़ जाने का ग़म
khvab muTThi men liye phirte hain sahra sahra
ख़्वाब मुट्ठी में लिए फिरते हैं सहरा सहरा
dil kuchh der machalta hai phir yadon men yuun kho jaata hai
दिल कुछ देर मचलता है फिर यादों में यूँ खो जाता है
kal shajar ki guftugu sunte the aur hairat men the
कल शजर की गुफ़्तुगू सुनते थे और हैरत में थे
phir ret ke dariya pe koi pyasa musafir
फिर रेत के दरिया पे कोई प्यासा मुसाफ़िर
kinaron se juda hota nahin tughyaniyon ka dukh
किनारों से जुदा होता नहीं तुग़्यानियों का दुख
Popular Sher & Shayari
38 totalkhvab muTThi men liye phirte hain sahra sahra
ham vahi log hain jo dhuup ke par kaTte hain
dil kuchh der machalta hai phir yadon men yuun kho jaata hai
jaise koi ziddi bachcha rote rote so jaata hai
kal shajar ki guftugu sunte the aur hairat men the
ab parinde bolte hain aur shajar khamosh hain
phir ret ke dariya pe koi pyasa musafir
likhta hai vahi ek kahani ka.i din se
kinaron se juda hota nahin tughyaniyon ka dukh
na.i maujon men rahta hai purane paniyon ka dukh
khvaab muTThi mein liye phirte hain sahraa sahraa
ham vahi log hain jo dhuup ke par kaaTte hain
ab to mujh ko bhi nahin milti miri koi khabar
kitnaa gumnaam huaa huun main numaayaan ho kar
raat bhar chaand se hoti rahein teri baatein
raat khole hain sitaaron ne tire raaz bahut
ek ik saans mein sadiyon kaa safar kaaTte hain
khauf ke shahr mein rahte hain so Dar kaaTte hain
dukh safar kaa hai ki apnon se bichhaD jaane kaa gham
kyaa sabab hai vaqt-e-rukhsat ham-safar khaamosh hain
ajab hairat hai akasr dekhtaa hai mere chehre ko
ye kis naa-aashnaa kaa aaine mein aks rahtaa hai
Ghazalग़ज़ल
girdaab-e-reg-e-jaan se mauj-e-saraab tak
गिर्दाब-ए-रेग-ए-जान से मौज-ए-सराब तक
koi aisi baat hai jis ke Dar se baahar rahte hain
कोई ऐसी बात है जिस के डर से बाहर रहते हैं
afsurdagi-e-dard-e-faraaqat hai sahar tak
अफ़्सुर्दगी-ए-दर्द-ए-फ़राक़त है सहर तक
kinaaron se judaa hotaa nahin tughyaaniyon kaa dukh
किनारों से जुदा होता नहीं तुग़्यानियों का दुख
utar kar paaniyon mein chaand mahv-e-raqs rahtaa hai
उतर कर पानियों में चाँद महव-ए-रक़्स रहता है
dil kuchh der machaltaa hai phir yaadon mein yuun kho jaataa hai
दिल कुछ देर मचलता है फिर यादों में यूँ खो जाता है





