"us ki har baat samajh kar bhi main anjan rahi chandni raat men DhunDa kiya jugnu vo bhi"

Aziz Bano Darab Wafa
Aziz Bano Darab Wafa
Sherशेर
See all 76 →us ki har baat samajh kar bhi main anjan rahi
उस की हर बात समझ कर भी मैं अंजान रही
zard chehron ki kitaben bhi hain kitni maqbul
ज़र्द चेहरों की किताबें भी हैं कितनी मक़्बूल
mire andar DhanDora piTta hai koi rah rah ke
मिरे अंदर ढंडोरा पीटता है कोई रह रह के
zamin mom ki hoti hai mere qadmon men
ज़मीन मोम की होती है मेरे क़दमों में
mujhe kahan mire andar se vo nikalega
मुझे कहाँ मिरे अंदर से वो निकालेगा
main ne ye soch ke bo.e nahin khvabon ke darakht
मैं ने ये सोच के बोए नहीं ख़्वाबों के दरख़्त
Popular Sher & Shayari
152 total"zard chehron ki kitaben bhi hain kitni maqbul tarjume un ke jahan bhar ki zabanon men mile"
"mire andar DhanDora piTta hai koi rah rah ke jo apni khairiyat chahe vo basti se nikal jaa.e"
"zamin mom ki hoti hai mere qadmon men mira sharik-e-safar aftab hota hai"
"mujhe kahan mire andar se vo nikalega para.i aag men koi na haath Dalega"
"main ne ye soch ke bo.e nahin khvabon ke darakht kaun jangal men uge peD ko paani dega"
ahmiyat kaa mujhe apni bhi to andaaza hai
tum gae vaqt ki maanind ganvaa do mujh ko
main ne ye soch ke boe nahin khvaabon ke darakht
kaun jangal mein uge peD ko paani degaa
ek muddat se khayaalon mein basaa hai jo shakhs
ghaur karte hain to us kaa koi chehra bhi nahin
ham aise surmaa hain laD ke jab haalaat se palTe
to baDh ke zindagi ne pesh kiin baisaakhiyaan ham ko
main jab bhi us ki udaasi se uub jaaungi
to yuun hansegaa ki mujh ko udaas kar degaa
aaj kam-az-kam khvaabon hi mein mil ke pi lete hain, kal
shaayad khvaabon mein bhi khaali paimaane Takraaein log
Ghazalग़ज़ल
haTaa ke mez se ik roz aaina main ne
हटा के मेज़ से इक रोज़ आईना मैं ने
na yaad aayaa na bhulaa vo saaneha mujh ko
न याद आया न भूला वो सानेहा मुझ को
na jaane kab se baraabar miri talaash mein hai
न जाने कब से बराबर मिरी तलाश में है
mere andar ek dastak si kahin hoti rahi
मेरे अंदर एक दस्तक सी कहीं होती रही
tu aayaa to dvaar bhiDe the diip bujhaa thaa aangan kaa
तू आया तो द्वार भिड़े थे दीप बुझा था आँगन का
khol rahe hain muund rahe hain yaadon ke darvaaze log
खोल रहे हैं मूँद रहे हैं यादों के दरवाज़े लोग





