ajab mahfil hai sab ik dusre par hans rahe hain
ajab tanha.i hai khalvat ki khalvat ro rahi hai

Azm Bahzad
Azm Bahzad
Sherशेर
See all 18 →ajab mahfil hai sab ik dusre par hans rahe hain
अजब महफ़िल है सब इक दूसरे पर हँस रहे हैं
dariya paar utarne vaale ye bhi jaan nahin paa.e
दरिया पार उतरने वाले ये भी जान नहीं पाए
saval karne ke hausle se javab dene ke faisle tak
सवाल करने के हौसले से जवाब देने के फ़ैसले तक
koi asan rifaqat nahin likkhi main ne
कोई आसान रिफ़ाक़त नहीं लिक्खी मैं ने
kisi sitare se kya shikayat ki raat sab kuchh bujha hua tha
किसी सितारे से क्या शिकायत कि रात सब कुछ बुझा हुआ था
raushni DhunD ke laana koi mushkil to na tha
रौशनी ढूँड के लाना कोई मुश्किल तो न था
Popular Sher & Shayari
36 totaldariya paar utarne vaale ye bhi jaan nahin paa.e
kise kinare par le Duuba paar utar jaane ka gham
saval karne ke hausle se javab dene ke faisle tak
jo vaqfa-e-sabr aa gaya tha usi ki lazzat men aa basa huun
koi asan rifaqat nahin likkhi main ne
qurb ko jab bhi likha jazb-e-raqabat likhkha
kisi sitare se kya shikayat ki raat sab kuchh bujha hua tha
fasurdagi likh rahi thi dil par shikastagi ki na.i kahani
raushni DhunD ke laana koi mushkil to na tha
lekin is dauD men har shakhs ko jalte dekha
dariyaa paar utarne vaale ye bhi jaan nahin paae
kise kinaare par le Duubaa paar utar jaane kaa gham
main tark-e-taalluq par zinda huun so mujrim huun
kaash us ke liye jiitaa apne liye mar jaataa
har tafsil mein jaane vaalaa zehn savaal ki zad par hai
har tashrih ke pichhe hai anjaam se Dar jaane kaa gham
koi aasaan rifaaqat nahin likkhi main ne
qurb ko jab bhi likhaa jazb-e-raqaabat likhkhaa
ai khvaab-e-paziraai tu kyuun miri aankhon mein
andesha-e-duniyaa ki taabir uThaa laayaa
ai ghubaar-e-khvaahish-e-yak-umr apni raah le
is gali mein tujh se pahle ik jahaan maujud hai
Ghazalग़ज़ल
khultaa nahin ki ham mein khizaan-dida kaun hai
खुलता नहीं कि हम में ख़िज़ाँ-दीदा कौन है
vusat-e-chashm ko andoh-e-basaarat likhkhaa
वुसअत-ए-चश्म को अंदोह-ए-बसारत लिख्खा
shaam aai to koi khush-badani yaad aai
शाम आई तो कोई ख़ुश-बदनी याद आई
vusat-e-chashm ko andoh-e-basaarat likkhaa
वुसअत-ए-चश्म को अंदोह-ए-बसारत लिक्खा
mujhe kal achaanak khayaal aa gayaa aasmaan kho na jaae
मुझे कल अचानक ख़याल आ गया आसमाँ खो न जाए
dil soyaa huaa thaa muddat se ye kaisi bashaarat jaagi hai
दिल सोया हुआ था मुद्दत से ये कैसी बशारत जागी है





