dilon men talkhiyan phir bhi nazar men muskurahaT ho
bala ke habs men bhi ho hava aisa bhi hota hai

Azra Waheed
Azra Waheed
Sherशेर
See all 8 →dilon men talkhiyan phir bhi nazar men muskurahaT ho
दिलों में तल्ख़ियाँ फिर भी नज़र में मुस्कुराहट हो
agahi ne diye ib.ham ke dhoke kya kya
आगही ने दिए इबहाम के धोके क्या क्या
tujh ko paa.en tujhe kho baiThen phir
तुझ को पाएँ तुझे खो बैठें फिर
lahu rulate hain aur phir bhi yaad aate hain
लहू रुलाते हैं और फिर भी याद आते हैं
us raat ke mathe par ubhrenge sitare bhi
उस रात के माथे पर उभरेंगे सितारे भी
main kaun huun ki hai sab kanch ka vajud mira
मैं कौन हूँ कि है सब काँच का वजूद मिरा
Popular Sher & Shayari
16 totalagahi ne diye ib.ham ke dhoke kya kya
sharh-e-alfaz jo likkhi to ishare likkhe
tujh ko paa.en tujhe kho baiThen phir
zindagi ek thi Dar kitne the
lahu rulate hain aur phir bhi yaad aate hain
mohabbaton ke purane nisab se kuchh hain
us raat ke mathe par ubhrenge sitare bhi
ye khauf andheron ka shadab nahin rahna
main kaun huun ki hai sab kanch ka vajud mira
mira libas bhi maila dikha.i deta hai
dilon mein talkhiyaan phir bhi nazar mein muskuraahaT ho
balaa ke habs mein bhi ho havaa aisaa bhi hotaa hai
aagahi ne diye ibhaam ke dhoke kyaa kyaa
sharh-e-alfaaz jo likkhi to ishaare likkhe
tujh ko paaein tujhe kho baiThein phir
zindagi ek thi Dar kitne the
lahu rulaate hain aur phir bhi yaad aate hain
mohabbaton ke puraane nisaab se kuchh hain
main kaun huun ki hai sab kaanch kaa vajud miraa
miraa libaas bhi mailaa dikhaai detaa hai
baadalon ki aas us ke saath hi rukhsat hui
shahr ko vo aag ki be-rahmiyaan bhi de gayaa
Ghazalग़ज़ल
havaa ke lab pe nae intisaab se kuchh hain
हवा के लब पे नए इंतिसाब से कुछ हैं
par saubat raaston ki garmiyaan bhi de gayaa
पर सऊबत रास्तों की गर्मियाँ भी दे गया
taarik ujaalon mein be-khvaab nahin rahnaa
तारीक उजालों में बे-ख़्वाब नहीं रहना
ghubaar-e-jaan pas-e-divaar-o-dar sameTaa hai
ग़ुबार-ए-जाँ पस-ए-दीवार-ओ-दर समेटा है
safar andar kaa mushkil aur be-aavaaz hotaa hai
सफ़र अंदर का मुश्किल और बे-आवाज़ होता है
gire qatron mein patthar par sadaa aisaa bhi hotaa hai
गिरे क़तरों में पत्थर पर सदा ऐसा भी होता है





