kisi ke jaal men aa kar main apna dil ganva baiTha
mujhe tha ishq qatil se main apna sar kaTa baiTha

Babar Rehman Shah
Babar Rehman Shah
Sherशेर
See all 7 →kisi ke jaal men aa kar main apna dil ganva baiTha
किसी के जाल में आ कर मैं अपना दिल गँवा बैठा
atish-e-ishq jab jalati hai
आतिश-ए-इश्क़ जब जलाती है
dil ne ham se ajab hi kaam liya
दिल ने हम से अजब ही काम लिया
muflisi ne ja-ba-ja luuTa hamen
मुफ़्लिसी ने जा-ब-जा लूटा हमें
dil se akhir charagh-e-vasl bujha
दिल से आख़िर चराग़-ए-वस्ल बुझा
thakan se chuur hai saara vajud ab mera
थकन से चूर है सारा वजूद अब मेरा
Popular Sher & Shayari
14 totalatish-e-ishq jab jalati hai
jal ke main nosh-e-jam karta huun
dil ne ham se ajab hi kaam liya
ham ko becha magar na daam liya
muflisi ne ja-ba-ja luuTa hamen
ab bacha kuchh bhi nahin luTva.en kya
dil se akhir charagh-e-vasl bujha
kya tamanna ne intiqam liya
thakan se chuur hai saara vajud ab mera
main bojh itne ghamon ka to Dho nahin sakta
kisi ke jaal mein aa kar main apnaa dil ganvaa baiThaa
mujhe thaa ishq qaatil se main apnaa sar kaTaa baiThaa
ai pari-zaad tere jaane par
ho gayaa khud se raabta meraa
thakan se chuur hai saaraa vajud ab meraa
main bojh itne ghamon kaa to Dho nahin saktaa
aatish-e-ishq jab jalaati hai
jal ke main nosh-e-jaam kartaa huun
dil ne ham se ajab hi kaam liyaa
ham ko bechaa magar na daam liyaa
muflisi ne jaa-ba-jaa luuTaa hamein
ab bachaa kuchh bhi nahin luTvaaein kyaa
Ghazalग़ज़ल
maan lo saahibo kahaa meraa
मान लो साहिबो कहा मेरा
dil ne ham se ajab hi kaam liyaa
दिल ने हम से अजब ही काम लिया
daastaan-e-gham tujhe batlaaein kyaa
दास्तान-ए-ग़म तुझे बतलाएँ क्या
tum ko main jab salaam kartaa huun
तुम को मैं जब सलाम करता हूँ
kisi ke jaal mein aa kar main apnaa dil ganvaa baiThaa
किसी के जाल में आ कर मैं अपना दिल गँवा बैठा
nahin nahin ye miraa aks ho nahin saktaa
नहीं नहीं ये मिरा अक्स हो नहीं सकता





